Tuesday-19-03-24


Ramazan Mein Itikaf

Etekaaf Mein Kya Karen aur Kya Na Karen Etekaaf / Itikaf Kya Hai ? Masjid mein ibadat ki niyat se rukna etekaaf kehlata hai. Ramazan Mein Itikaf/Etekaaf: Ramzan mein 21vi (21st)  raat se lekar chand raat tak masjid mein etekaaf kiya jata hai. Is beech masjid se bahar nahi aa sakte. Etekaaf ka example aisa hai jaise koi insan kisi ko manane ke liye uske dar par baith jata hai, padh jata hai, aisa karne se sakht dil insan bhi pighal jata hai, usi tarah etekaaf karne wala masjid mein Allah ke dar par padh jata hai, taaki Allah usko maaf […]

Todays Date
1st Ramadan