Tuesday-19-03-24


Surah al Kafirun

Benefits and Rewards of Reciting Surah Kafiroon

SURAH AL-KAFIRUN (109),  Para Number 30 is ‘makki’ surah and it has six verses. The Holy Prophet Muhammad (صلى الله عليه وسلم ) said that reciting this Surah carries the reward of reciting a quarter of the Holy Quran. The reward for reciting this Surah Al Kafiroon الکافرون  is enormous. The recitation of this Surah drives away evil and keeps one safe from Shirk. It is also among the five Surahs that have been recommended to be recited during a journey, the others being Surah Al-Fatihah, An-Nasr, Al-Falaq and An-Naas. Reciting Surah Al-Kafirun and at-Tawhid in compulsory prayers is a means for forgiveness […]

hadith on yawning

Allah likes sneezing and dislikes yawning

The Prophet  Mohammed  (صلى الله عليه وسلم ) said: Yawning is from the shaytaan. If any of you feels the urge to yawn, let him resist it as much as possible, for if any of you says ,aahh’ (makes a noise when yawning), the shaytaan laughs [Al-Bukhaaree no 3289] And he Sallallahu alaihi wasallam said: If any of you yawns, let him cover his mouth lest the Shay-taan enter [Abu Dawud] – Resist yawning – Cover your mouth with your hand – Suppress your voice: don’t yawn with a noise – Teach your children this important etiquette from young to gain ongoing […]

muhammad sallallahu alaihi wasallam farmate hai

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Musalman ko bimari ki wajeh se ALLAH TA’LA uske gunah is tarah khatam kardeta hai jis tarah aagh sone aur chandi ke mail kucail ko khatam kardeti hai.(Sunan e Abu Dawood,hadith no:3092) Jab bhi koi shakhs NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam par Durood bhejhta hai, wo Durood HUZOOR E AQDAS Sallallahu alaihi wasallam ki baargah me us shakhs ke naam ke saath pesh kiya jata hai.(Al Qawl ul Badee,pg:300) Wo momino ki janon se bhi qareeb hue, Kaha se kisne pukara HUZOOR (sallallahu alaihi wasallam) jante hai.. NABI E KAREEM Sallallahu alaihi […]

Marriage with Paternal Brother and sister

Women who are forbidden for marriage because of kinship ?

Allah, may He be exalted, has mentioned women who are forbidden in marriage because of kinship. Allah says (interpretation of the meaning): “Forbidden to you (for marriage) are: your mothers, your daughters, your sisters, your father’s sisters, your mother’s sisters, your brother’s daughters, your sister’s daughters…” [al-Nisa’ 4:23]. Shaykh Ibn ‘Uthaymeen (may Allah have mercy on him) said: These are seven who are forbidden in marriage, according to the text and scholarly consensus; none of the scholars differed concerning this. End quote from al-Sharh al-Mumti‘, 12/53. They are: 1. The mother, which includes grandmothers on both the father’s and mother’s […]

Marrying Two sisters at same time

Is it permissible to marry two sisters from one father at the same time?

It is not permissible to marry them at the same time, because they are sisters, regardless of whether they share the same father and mother, or they have only one parent in common, because of the aayah (interpretation of the meaning): “Forbidden to you (for marriage) are: … two sisters in wedlock at the same time, except for what has already passed” [al-Nisaa’ 4:23] It was reported from Abu Hurayrah that the Messenger of Allaah (peace and blessings of Allaah be upon him) forbade marrying a woman then her paternal aunt, or a paternal aunt then her brother’s daughter, a […]

According to Islam who we can marry among relatives?

Does Islam allow marrying cousin from mother or fathers side?

According to Islam who we can marry among relatives? Can one marry cousins? Allah Says in the Holy Quran Chapter 4 Surah Nisaa verse 23: 23 Prohibited to you (for marriage) are: your mother, daughters, sisters, father’s sisters, mother’s sisters, brother’s daughters, sister’s daughters, foster-mothers (who gave you suck), foster-sisters, your wives’ mothers, your step-daughters under your guardianship born of your wives to whom ye have gone in, no prohibition if ye have not gone in; (those who have been) wives of your sons proceeding from your loins, and two sisters in wedlock at one and the same time except […]

Nikah نکاح (marriage) is a Sunnah

Marriage in Islam (under SHARIAH LAW)

TO WHOM A MUSLIM BOY AND A MUSLIM GIRL CAN PERFORM MARRIAGE  نکاح (under SHARIAH LAW) In Islam, Nikah  نکاح (marriage) is a Sunnah and a natural need as well. Islam teaches us to have high morals and pure characters. Maintaining a relation with anyone before marriage is against Islam and against morality. After marriage, husband and wife should live together with love and affection. If love marriage means that after marriage, there should be love between the husband and the wife, then it is appreciable. There is no concept of love before marriage, it is only a different name […]

heart which remembers Allah

Remember Allah And Allah will Remember You

The heart which remembers Allah Most High is protected It is mentioned in Hadith that Satan places its snout on the heart and casts its whispers into it. When the heart engages in worship of Almighty Allah, Satan draws away. This shows that Satan cannot dominate the heart which is engaged in remembrance of Almighty Allah. This is the reason the saints are safe from sins and the Prophets are inherently innocent, as their hearts are forever engaged in the remembrance of Allah Most High. Even while performing worldly tasks, they don’t become heedless. The Holy Prophet  Mohammed  (صلى الله […]

Musibaton aur taklifon ko bardast karne

Musibaton aur taklifon ko bardast karne par hi Taraqqi hasil hoti hai

Apni raat is haal me na guzaro ke tumhare dil me kisi ke liye burayi, kina, dushmani ho, Jo tum par zyadati kare tum uske haq me Dua ke khair karo. (Hazrath Ghuose Azam raziallahu taala anhu) Sabar Duniya aur Aakhirat me har Neki aur Salamati ki bunyaad hai. (Hazrath Sheik Abdul Qader Jilaani rahmatullah alaih) Insaan ki pehchan ache libaas nahi balke ache aqlaaq hai.. HUZOOR NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam Jab Raat ko Tashreef laate to Fiza me KHUSHBOO ke phelne se AAP Sallallahu alaihi wasallam ki pehchan hoti.. (Musannaf Ibne Abi Shaiba;hadith no:2632) Musibaton aur taklifon […]

Hazrat Ali ra Hadith

Hazrath Ali Razi Allah Tala Anhu Farmate Hai

Hazrath Ali Razi Allah Tala Anhu Se kisi ne pucha, Ya Ali apki zindagi mein koi aisi hasrat jo rehgayi ho, tab Hazrath Ali Allah Tala Anhu ne farmaya: Do hasrate rehgyi, 1) jitna mujhe Ilm tha utna kisi ne pucha nahi aur dusra jitna mai sakhi tha utna kisi ne manga nahi. Aap ne farmaya zindagi ke teen sunhre usool hamesha yaad rakho 1) ek ye, usse zarur maafi mango jise tum chate ho 2) Dusra, Usse mat chodo jo tumhe chata hai 3) aur teesra ye ke, Usse kuch na chupao jispe tum aitebaar karte ho Aap ne […]

sujud

Jo shakhs Waqt par Namaz padhe

HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Achi Niyyat Insaan ko Jannat me dakhil karegi. (Al Jame As Sagir,Hadith no:9326) ALLAH TAALA KA IRSHAAD HAI:Beshak hum ne Aapko (khair wo Fazilat me ) Be Inteha kasrat Baqshi hai. (Surah Al Kousar:1) Jo shakhs Waqt par Namaz padhe aur uske liye achi tarah wuzu kare ,Namaz me Qiyaam aur Ruku wo Sujood Khusu wo khuzu ke saath achi tarah kare to wo NAMAZ ROUSHAN AUR CHAMAKDAAR bankar ye kehte hue Buland hogi : ALLAH TA’LA TERI HIFAZAT KARE ! JAISA KE TO NE MERI HIFAZAT KI….(Al Moujamul Aousat ,Hadith no:3213) NABI E […]

Imam Hussain (radiyallahu 'anhu)

Incidents after the martyrdom of Imam Hussain Razi Allah Tala Anhu

Some incidents after the martyrdom of Imam Hussain (May Allah be well pleased with him) The sky became red Translation: Hadhrat ‘Ali bin Mashar narrates on the authority of his grandmother who said: In the era of Imam Hussain (رضي الله عنه), I was a young girl. In that time, the sky become like congealed blood for many days. (Dalaail Un Nubuwwah, Hadith No. 2812) Allah’s displeasure and anger was expressed in many ways. That the sky became blood-red is also mentioned. Similarly, it is established through many Traditions that the sky became red. When human beings get angry their […]

Imam Hussain razi allah tala anhu

Ya Hussain Razi Allah Tala Anhu!

Yom E Shahadat Hazrat Imam Hussain Razi ALLAH Tala Anhu Imam Hussain Razi ALLAHU Anhu Tarsi Hui Nigahon se Apni Madad Karne walon ko nahi dhund rahe the’ wo Apne Nana Ka Kalma padhne waali Us Ummat ko Dekh Rahe the Jo Aaj Unhi Ka Katal Karne aaye the’ Mere Hussain To Us Waqt be Unhe Bachana Chahte the, wo Unka Haale Mehshar dekh rahe the’ Islye Unhe Tarsi hui Nighahon se dekh rahe the.. Or Yazidi Foj To Khud Dari Hui Thi Imam Hussain Se’ wo Log Jante The Imam Hussain Ki Taqat ko, bewakuf nai the jo 72 ke Samne […]

Hadith

Tum ALLAH se uski nematon ki wajeh se Mohabbat kiya karo

Jis ne Doulat mand ki Izzat ki aur Muflis ko Haqeer samjha to usko ALLAH TA’LA zalil o khar farmadenge.(Hazrath Hasan Basri rahmatullah alaih) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam se Aoouliya Allah ke bare me pucha gaya to Aap ne Irshaad farmaya:Wo log jinhe dekhne se ALLAH yaad aajaye.(wo aouliya Allah hain).(Sunan e Nasai,hadith no:11235) Hazrath Abdullah bin Abbas raziallahu taala anhuma farmate hain:HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam logon me sab se zyada Saqawat farmane wale hain.(Sahih Bukhari,hadith no:6) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Tum ALLAH se uski nematon ki wajeh se Mohabbat kiya karo, jo usne […]

The Battle of Badr

Badr is a small settlement, which is about 80 miles from Madina. On the 12th of Ramazan, the Holy Prophet Mohammed  (صلى الله عليه وسلم )  and 313 of His companions left Madina for Badr. This caravan, which had taken this step to uphold peace and save humanity, had only 1 horse and 80 camels. The rest of the Companions were on foot. The superiority of the Companions who participated in the Battle of Badr There is a Hadith in Sahih Bukhari and Sahih Muslim: Translation: The Holy Prophet Mohammed  (صلى الله عليه وسلم) said about a companion who had participated in the […]

dua to remove Black Magic

Does Black magic exist?

Is black magic for real? A few people believe in it. What does the Shariah say in regards to this? It is Forbidden (Haraam) to hurt others and to engage in magic of any sort, however magic is a reality and it can influence/affect other people. Allah Most High has specified this in the Holy Quran and has denounced it. Translation: They discover what hurts them and does not profit them. (Surah Baqara-102). This verse specifies the Jews learning magic, of its harm and condemns it very strongly. And Allah knows best. Mufti Syed Ziauddin Naqshbandi Qadri [Professor, Islamic Law, Jamia Nizamia, Founder-Director […]

Ablution

Jo Banda bhi Raat ko ba Wazu soye

Jo Banda bhi Raat ko ba Wazu soye phir Raat me Achanak uski Aankh khule to us waqt wo Dunya ya Aakhirat ki jo cheez bhi maangega ALLAH TA’LA use zaroor Ataa farmayege.”(Sunan e Ibne Maajah,Hadith No:3881) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:HASAN (raziallahu taala anhu) aur HUSAIN (raziallahu taala anhu) meri duniya ke do phool hain. (Jame TIrmizi) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Yaqinan Musalman banda Namaz sirf isliye padhta hai ke ALLAH TA’LA Razi Hojaye to usse Gunah Istarah Jhadte hai Jaisa ke Is Darakht se ye Patte jahdte hai. (Musnad Imaam […]

mercy

Momineen ki misaal ek dusre par Rahem karne

Beshak ALLAH TA’LA Touba karne walon aur paak o saaf rehne walon ko Dost rakhta hai.(Surah Al Baqarah;222) Jis buzrugh ko jo bhi NEMAT mili hai wo TAHAJJUD hi se mili hai, Isliye Namaz e TAHAJJUD ki badi FAZILAT hai.(Hazrath Muhaddise Deccan Abdullah Shah Naqshbandi Rahmatullah Alaih) Hazrath Zaree Raziallahu Taala Anhu jo ke vafde abdul Qais me shamil the farmate hai :Jab Hum Madina Munawwara hazir hue to Tezi se apni sawariyou se utar kar RASOOLALLAH  (صلى الله عليه وسلم ) ke DAST AQDAS AUR QADM E MUBARAK KO CHUMNE LAGE… (Sunan e Abu Dawood, hadith no:5225) NABI E KAREEM […]

Surah Muzammil Ki Choti Se Ayat

Surah Muzammil ki Fazilat

إِنَّ لَكَ فِي اَلنَّهَارِ سَبْحًا طَوِيلًا Surah Al-Muzzammil Inna Laka fin nahari sabhan Tawila The one who recites Surah Al-Muzzammil daily will never face any kind of bad situations. This Surah will be protect from all types of mental illness If you recite  daily Reciting of  Surah Muzzamil will give you a pure If this Surah recited after the Isha prayers or even in Tahajud, your heart will remain pure & even you will die in a pure state. If you recite this Surah and pray for something, you will get it from Allah Almighty. Surah Muzzamil will save you from the slavery of people in this […]

Dua Rabbish rahli sadri

Supplication of Prophet Musa Alaihis Salam

Dua to Remove Stuttering “Rabbish rahli sadri, wa yassirli amri, wah lul uqdatan min lisaani, yaf kahu kauli” Surah Ta Ha (20: Ayat 25-28) Translation: “O My Lord! open for me my chest (Grant me sled confidence, contentment and boldness) ane ease my task for me; and make loose the knot (the defect) from my tongue, that they may understand my speech.” Dua Rabbish rahli sadri The Prophet Moosa (عليه السلام) after being commissioned by Allah to go to Pharaoh (Firaun), said to Allah This dua of Prophet Moosa (عليه السلام) is also applicable to your speech difficulty and should […]

Reciting Allah's Words

Jo shakhs kalaam ullah shareef ki taraf dekhta hai

Tauba karne walou ki suhbat me baitho kyun ke wo sab se zyada narm dil hote hain. Juma ki raat ki jaane wali dua rad nahi hoti. (Musannaf abdul Razzaq,vol:4,pg:317) Jo shakhs kalaam ullah shareef ki taraf dekhta hai aur Tilawat karta hai ALLAH TA’LA use 2 Sawaab ataa farmata hai , ek Quraan e Kareem Padhne ka aur dusra dekhne ka, Aur har harf ke badle 10 nekiyan ataa hoti hai aur 10 buraiyan mitadi jati hai. (Hazrath Khaja Gareeb Nawaaz rahmatullah alaih) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Qayamat ke din Suraj logon ke bahut […]

Mohammed salla alayhi wasallam Hadith

Hazrath Saad raziallahu taala anhu HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ki qidmat me hazir hue aur arz kiya

Meri aankhon ki thandak namaaz mein banaadi gayi hai.(Musnad Imam Ahmad, Hadith No. 14037) ALLAH TAALA ne Apni Ita’at karne walon ko marne ke baad bhi zinda rakha hua hai,(Hazrath Amar bin Usman rahmatullah alaih) HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Ache Aqlaaq ek behtaren Neki hai.(Sahih Muslim) Hazrath Syeduna Hassan bin Sabit raziallahu taala anhu farmate hain:YA RASOOLALLAH! ﷺ Aap jaisa Haseen meri Aankh ne kabhi nahi dekha aur Aap jaisa Husn o jamaal wala kisi khatoon ko tawallud hi nahi hua, Aap har Aaib o Alaesh se paak paida kiye gaye goya Aap ko is shaan ke saath […]

islaam hadith

Nemat ka milna bhi azmaish hai

ALLAH ki yaad hi wo cheez hai jis se dil’on ko sukoon naseeb hota hai ! HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Ache Aqlaaq ek behtaren Neki hai. (Sahih Muslim) ALLAH TAALA ne Apni Ita’at karne walon ko marne ke baad bhi zinda rakha hua hai,(Hazrath Amar bin Usman rahmatullah alaih) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Meri ummat ke Rahem dil logon se apni muraden mango, aur unke qareeb raha karo, kyun ke meri rehmat unhi me hai, aur sang dil logon se muraden na mango, kyun ke wo meri narazgi ke muntazir hai. (Kanzul Ummal, hadith […]

Moosa alaihissalam

Hazrath Moosa alaihis salam ne jaise hi azdahe ko pakda

Hazrath Moosa (عليه السلام) sharf-e-nabuwat se musharrif ho kar jab firon ke paas pahunche, to usse farmaya “Aye firon ! Main Allah ka Rasool hu, tu khuda hone ke dawa ko chor aur ek Allah par imaan le aa” Firon bola “agar Aap Allah ke Rasool hain to koi nishani dikhaiye” Hazrath Moosa (عليه السلام) ne apna asaa zameen par daal diya, wo fauran ek bahot badaa azdaha ban gaya, zard rang, muh khole huye zameen se ek meel uncha apni dum par khada ho gaya, aur ek jabda usne zamane par rakha aur dusra firon ke mahal ki deewar par, fir […]

Moosa Alaihis'salaam

Hazrath Moosa (عليه السلام) ka Waqia

Hazrath Moosa (عليه السلام) ke asaa ka saamp ban jaana firon ke liye bahot mushkil aur fikar ki wajah ban gaya, Firon ke darbaari us se kehne lage ki “Moosa (عليه السلام) kahi se jaadu seekh kar aaye hain, ab tum bhi apne poore mulk se bade-bade jaadugaro ko bulwao, aur un sab jadugaro ko Moosa (Alaihis’salaam) ke muqaabla me laao” ye baat firon ko pasand aayi, usne apne aadmi poore mulk me bhej diye, wo log har jagah se zabardast aur taqatwar jaadugaro ko ikat’tha kar ke le aye. jab hazaaro jaadugar jamaa ho gaye, jo apne jaadu me maahir […]

Sabar Hadith

Aur ALLAH bahot bade FAZAL wala hai

Aur ALLAH bahot bade FAZAL wala hai.(Surah Al Juma:4) Jisne 10 martaba Surah e Ikhlaas padha, ALLAH TA’LA Jannat me uske liye ek mahel banata hai.(Musnad Imaam Ahmed) Apne aqlaq ko phool jaisa banalo, paas baithne wala kuch hasil na bhi kare to khushboo to hasil karle.(Hazrath Sheik Saadi rahmatullah alaih) Nemat ka milna bhi azmaish hai ke tum shukar adaa karoge ya nahi. Dunyadaari naam hai Allah se ghafil hone ka, Zaruriyaat e Zindagi aur baal bacchon ki parwarish karna dunyadari nahi hai.(Hazrath Sheik Saadi rahmatullh alaih) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam se Aouliya Allah ke bare me […]

Namaz

Hazrath Abdullah bin Abbas (رضي الله عنه)

Hazrath Abdullah bin Abbas (رضي الله عنه) says,“The Holy Prophet Mohammed (صلى الله عليه وسلم ) had no shadow. His radiance would eclipse even the bright sun. In front of a lighted lamp, His radiance would be more powerful.”(Subul ul Huda war rashad, Vol 2, Pg No: 39/40) Abdullah ibn Amr ibn al-‘As (رضي الله عنه) Narrated That:The Prophet Mohammed (صلى الله عليه وسلم ) said: Command your children to pray when they become 7 years old, and beat them for it (prayer) when they become 10 years old; and arrange their beds (to sleep) separately. Sunan Abu Dawood, Book 2, 495-Sahih Abu Huraira (رضي […]

Qayamat ke din ALLAH TAALA

HUZOOR E AKRAM Sallallahu alaihi wasallam ne Hajar e Aswad ke baare me farmaya: ALLAH TAALA KI QASAM! Qayamat ke din ALLAH TAALA use 2 Aankhen ataa farmayega jinse ye dekhega aur Ek Zaban Ataa farmayega jis se ye bolega aur har us shakhs ke baare me gawahi dega jisne Halat e Imaan me Usko Bosa diya. (Jame Tirmizi, Hadith no:971) 3 tarah ke log Jinhe Allah Qayamat ke din Dekhega bhi nahi Abu Hurairah Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya 3 tarah ke log wo hongey jinki taraf Qayamat ke din Allah Taala […]

Todays Date
1st Ramadan