Hadith

Tum ALLAH se uski nematon ki wajeh se Mohabbat kiya karo

Jis ne Doulat mand ki Izzat ki aur Muflis ko Haqeer samjha to usko ALLAH TA’LA zalil o khar farmadenge.(Hazrath Hasan Basri rahmatullah alaih) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam se Aoouliya Allah ke bare me pucha gaya to Aap ne Irshaad farmaya:Wo log jinhe dekhne se ALLAH yaad aajaye.(wo aouliya Allah hain).(Sunan e Nasai,hadith no:11235) Hazrath Abdullah bin Abbas raziallahu taala anhuma farmate hain:HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam logon me sab se zyada Saqawat farmane wale hain.(Sahih Bukhari,hadith no:6) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Tum ALLAH se uski nematon ki wajeh se Mohabbat kiya karo, jo usne […]

Copy Rights Ahlesunnatuljamaat.com website maintained by XPERT XONE Interactive Services - London