Tuesday-19-03-24


Hazrath Syeda Fatima raziallahu taala anha ka Nikah

HUZOOR NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam Masjid me tashreef farma the ke Aap ne Hazrath Ali raziallahu taala anhu se farmaya: Ye Jibreel Ameen hain aur arz kar rahe hain ke ALLAH TA’LA ne Hazrath Syeda Fatima raziallahu taala anha se tumhara nikah kardiya hai aur tumhare nikah par 40 hazaar farishton ko gawah ke tour par nikah ki majlis me sharik kiya gaya, aur shajar haye tubi se farmaya: In par moti aur Yaqoot nichawar karo phir dilkash aankhon wali horen un motiyon aur yaquton se thaal bharne lagi, Jinhe (yane nikah ki taqreeb me shirkat karne wale) […]

Surah Yaseen and surah Ikhlaas ki fazilat

Surah Yaseen and surah Ikhlaas ki fazilat

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Jisne ALLAH TA’LA ki raza ke liye raat me Surah Yaseen padha uski maghfirat kardijati hai. (Sahih Ibne Hibban,Hadith no:2626) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne hazrath Abdullah bin khabeeb raziallahu ta’la anhu se farmaya: Tum rozana subah shaam 3 martaba surah ikhlaas aur surah falaq aur surah Naas padha karo, ye surten har nuqsaan dene wali cheez se tumhari hifazat ka zarya honge. (Jame Tirmizi,hadith no:3575)

hajj

Aye logo! Tum par haj farz kiya gaya

Jab ALLAH TAALA ne Hazrath IBRAHIM Alaihissalaam ko hukum farmaya ke logon me Haj ka Elaan karen to aap abu qubais naami ek pahad par chade aur apni mubarak ungliyou ko apne kanou me rakha aur Nida di:Beshak ALLAH TAALA ne tum par Haj Farz kiya hai to tum apne parwardigaar ki dawat par Labbaik kaho! “To aapki us nida par logou ne mardou ki pushtou aur aurtou ke shikmou se talbee padhte hue us dawat ko qubool kiya, aur sab se pehle yaman walou ne aapki dawat par Labbaik kaha, aur us din se qayamat tak jo koi haji […]

Zil hajj ke Pehle 10 din ki Allah Talah ne Qasam Khayi hai.

Zil hajj ka Khas al Khas Amal

Zil hajj ke Pehle 10 din ki Allah Talah ne Qasam Khayi hai. Allah Subhan Allah Talah ne pehle 10 Zil Hajj ke Raaton ki Qasam khayi hai, aur Do Raatien bahot afzal hai jinki khas Allah ne Mubarak rakhe hai, Dono Eid ki raatien  1) Lailatul Jaiza  (Eid ul  Fitr Ki Raat) 2) Eid ul Zoha ki Raat in Raaton ki Allah Talah ne Qasam Khayi Hai Jo Banda in 10 Raaton mein Allah ko razi karega 10 raaton  ko raushan karega, Aur Isha ke namaz ke badh 2 rakaat nafeel Salatut Tauba padhle to Allah Talah Raazi hojayege.

Zilhajja Ke Fazail

Ashr e Zilhajja Ke Fazail Aur Usme Karnewale Aamaal

Jo shakhs Ashr e Zilhajja ki Izzat wo Ehteraam karta hai ALLAH TAALA use 10 tarah ki Izzaten ataa farmate hain: 1) Umar me Barakat 2) Maal me khushadgi 3) Aoulaad ki hifazat 4) Gunahon ka kaffara 5) Nekiyon me Izafa 6) Qabz e Rooh me Aasani 7) Andheron me Roushni 8) Mizaan ka bhari hona 9) Tabaqaat e Jahannum se Najaat 10) Jannat ke Darajaat me balandi ka Husool. (Al Ghuniya lit Talibi Tariqi lil Haqqi, vol:2) Zil Hajj Ke Mahine Ke Fazail Aur Usme Karnewale Aamaal

Namaz

Namaz deen ka Rukun hai

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Beshak momin ka sadqa mehsar ke din uske liye saya e rahmat hoga. (Musnad e Imaam e Ahmed;hadith no:18530) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Jo shakhs apne kisi musalman bhai ko musibat me tasalli deta hai ALLAH TA’LA Qayamat ke din use Izzat ka libaas pehnayega. (Al Targheeb Wat Tarheeb,vol:4,pg:344) Neik logou ke saath rehne wala nakaam wo namuraad nahi hota. (Hazrath Shahaab uddin seharwardi rahmatullahi alaih) Namaz deen ka Rukun hai aur Rukun Sutoon hota hai, pas Sutoon Qayem hogaya to rukun bhi qayem hogaya. (Hazrath […]

Kaunsa Haj Afzal hai?

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam se daryafat kiya gaya: Kaunsa Haj Afzal hai? Aap ne irshaad farmaya: Jisme baland Awaaz se Talbee kaha jaye aur qurbani ki jaye. (Jame Tirmizi,Hadith no:827) HUZOOR Sallallahu Alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Haj e Mabroor ka badla sirf Jannat hai. (Sahih Bukhari) Jis shakhs ne namaz qayem ki, zakaat adaa ki, Baitullah ka haj kiya, ramzan ke roze rakhe, aur mehmaan nawazi ki wo jannat me dakhil hoga… (Shubul Imaan,Hadith No:9593) ALLAH TA’LA ke hukum ke mutabiq Amal karna Taqwa hai. (Hazrath Ibne Haneef rahmatullah alaih) HUZOOR E AKRAM Sallallahu alaihi wasallam ne […]

Masjid Nabawi mein namaz adaa karna

Masjid Nabawi mein namaz adaa karna

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Jo shakhs zaad e rah aur aisi sawari ka malik ho jo use Baitullah shareef tak puhnchaye aur phir wo haj na kare to us par is baat ka farq nahi ke wo yahodi mare ya nasrani mare. (Jame Tirmizi, Hadith no:817) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Meri masjid me ek namaz adaa karna 50 hazaar namaz adaa karne ke barabar Ajar o Sawaab rakhta hai. (Sunan e Ibne Majah,hadith no:1478) Ashra Zilhajja ka har din sawaab me ek hazaar din ke barabar hai aur Arfa ka din 10 […]

Performing Hajj During Childhood

Performing Hajj During Childhood

As-Sai’b bin Yazid  (رضي الله عنه)  reported: I was 7 years of age when I was taken to perform Hajj (journey). This was amid the time the Messenger of Allah Prophet Mohammad (صلى الله عليه وسلم ) performed the Hajjat-ul-Wada` (Farewell Pilgrimage). [Al-Bukhari]. This Hadith calls attention to the fact that it is permissible to take children to Hajj. The reward of their Hajj will be given to their parents. But when after attaining maturity the child becomes liable for Hajj, it will be necessary for him to perform it again because the one he has performed in childhood, will not be sufficient […]

cutting nails zul hijjah

Can we cut nails in Zul Hajj?

In the initial 10 days of Dhul Hijjah, Hajj is performed and the individuals who are performing Hajj are in a province of Ihraam. In this way, to develop some resemblance with them, for the individuals who are performing sacrifice of an animal, it is Commendable (Mustahab) not to trim their hair or trim their nails. The Holy Prophet Mohammad (صلى الله عليه وسلم )  has disallowed us from doing as such. There is a Hadith in Sahih Muslim: It is narrated on the authority of Hazrath ‘Umar bin Muslim bin ‘Ammaar (May Allah be well pleased with him), he […]

Khaja Ghareeb Nawaaz Rahmatullah Alaih

Isse badh kar koi gunah e kabira nahi ke musalman bhai ko bina wajeh sataya jaye, is se KHUDA AUR RASOOL dono naraaz hote hai.(Hazrath Khaja Ghareeb Nawaaz Rahmatullah alaih) Gunah tumko itna nuqsaan nahi puhncha sakta , Jitna ke musalman bhai ko zaleel wo ruswa karna (nuqsaan puhncha sakta hai). (Hazrath Khaja Ghareeb Nawaaz Rahmatullah Alaih)

Zilhajj ke 10 din

Zilhajj ke shuru ke 10 din

Jo zilhajja ke shuru ke 10 din me kisi raat Ibadat kare goya wo Is saal Haj aur saal bhar Umra karne wale ke barabar ibadat karne wala qarar paayega, Aur jo shakhs in 10 dino me kisi din Roza rakhe to goya usne saal bhar ALLAH TA’LA ki Ibadat ki. (Al Ghunya lit Taalibi Tariqil Haqqi, vol:2,pg:25) Ashra Zilhajja (yane zilhajja ke shuru ke 10 dino me) ka har din sawaab me ek hazaar din ke barabar hai aur Arfa ka din 10 hazaar dino ke barabar shaan wo Fazilat rakhta hai.(Shubul Imaan, Hadith no:3607) NABI E KAREEM Sallallahu […]

Jo shakhs achi tarah wuzu kare

Buzrugane deen ki zindagi ko saamne rakh kar hi behtaren zindagi guzari jaasakti hai.(Hazrath Shamsuddin rahmatullah alaih) Ek dusre ke kaam aana sab se badi neki hai.(Hazrath Khawaja Abdul wahed bin zaid rahmatullah alaih) Apne nuqsan par hargis gham na karo kyun ke ALLAH TA’LA aapse us waqt tak kuch wapas nahi leta jab tak usse behtar aapko ataa na kare… HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Jo shakhs achi tarah wuzu kare to uske jism se, yaha tak ke nakhono ke niche se bhi gunah nikal jate hain. (Sahih Muslim,Hadith No:486) koi musalman kisi muslaman ko kamtar na jane […]

Baitullah shareef

Jo shakhs apne ghar se Baitullah shareef ke iraade se nikle

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Haj me Maal kharch karna Jihaad me kharch karne se 700 hisse sawaab me zyada hai.(Shubul Imaan,Hadith no:3829) Jo shakhs apne ghar se Baitullah shareef ke iraade se nikle aur wahan puhanchne se pehle use Mout aajaye, ALLAH TA’LA uske liye jannat wajib farmadeta hai.(Al Ghunya Lit Taalibi Tariqi lil Haqqi, vol:2) Hazrath Anas raziallahu taala anhu farmate hai:NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam hamare ghar ke kunwe me LU’AAB E DAHAN E MUBARAK daale, jab se Madine Tayyaba me us kunwe se zyada mitha paani kisi jagah na tha.(Al Khasais Ul […]

Dua for Confidence

Rabbish rahli sadri wa yassirli amri

Surah Taha Ayat No 25 – 28 (Chapter 20, at- taa haa) was revealed in Makkah at the time when the the unbelievers of the Message ridiculed the Prophet (SAW) and the Muslims about the Quran and said that the Quran caused them distress. Allah refuted their comments in verse two of this Surah. “We have not sent down the Qur’an unto you to cause you distress (20:2)” Read Also: Namaaz Taraweh Tasbih in Sequence to perform prayer This is the very dua that Prophet Moosa (عليه السلام) had made to Allah when he was embarked on the mission to […]

BENEFITS AND REWARDS OF RECITING SURAH IKHLAS

Benefits And Rewards Of Reciting Surah Ikhlas

Surah Ikhlas الاخلاص , Surah No.(112) Para Number 30, is one third (1/3) of the Holy Qur’an and was revealed in Makkah and it has 4 verses. Reciting (Qul Huwa Allaahu Ahad), this surah brings a reward equivalent to reciting one-third of the Qur’aan, however it does not take the place of reading one-third of the Qur’aan. It is narrated that if a person does not recite Surah Ikhlas in any of his five daily prayers, it is as if he has not prayed. In fact, if a person does not recite this Surah in any of his prayers for seven consecutive days, […]

TAKING WIFE’S MONEY AFTER MARRIAGE

Taking care of the wife’s needs is the responsibility of the husband, and in the light of the Shariah, the husband does not have any privilege on the wealth of the wife or on the money, which she earns. In any case, if the wife willingly gives her money/wealth to the husband, he may utilize it. Doing so when the husband needs it is a very high standard of courtesy and good manners.

Friday Hadith

Jo Juma ke din ya raat me

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Jo Juma ke din ya raat me Surah “Haa meem Dukhan” padhega, ALLAH TA’LA Jannat me uske liye ek ghar banayega.(Al Moujamul Kabeer,hadith no:8026). Majlison ki zinat NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam par DUROOD padhne se hai, lehaza tum apni mehfilou ko Durood e Paak padh kar zinat do. (Ummul Mominen Hazrath Syedatuna Ayesha Siddiqa raziallahu taala anha) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Mujh par kasrat se Durood padho Beshak tumhara Durood padhna tumhare liye gunah’on ki maghfirat hai.(Al Jame Al Saghir,hadith no:1406). NABI E KAREEM sallallahu alaihi […]

Surah al An’am benefits

Rewards and Benefits Of Reciting Surah al An’am

Surah al An’am (6) Surah al An’am was revealed in Makkah and it contains a total of 165 verses. Imam Ridha (A.S.) has said that this surah was revealed accompanied by the descending of 70,000 seventy thousand angels. These angels will ask forgiveness from Allah (s.w.t.) for any person who recites this surah, and they will continue doing so until the Day of Judgement. Also, Jabir  (رضي الله عنه) reported that The Prophet Mohammed (صلى الله عليه وسلم ) said, ‘So many Angels accompanied its revelation that the horizon was covered with them’ [Hakim, Dhahabi & Baihaqi] The Prophet Mohammed (صلى الله عليه […]

Subhanallahil Azeem wa bihamdihi

Jis ne “Subhanallaahil Azeem wa bihamdihi ” padha

ALLAH TA’LA Sabar karne wal’on ko pasand farmata hai, Banda taklif’on par sabar karke apne Rab ke bahut qareeb puhanch jata hai. Jagah madine me wo aata ho, Ya rasoolallah aap ke rouze ka samna ho,, wahin pe marne ki arzo hai wahin ka humko gulam kehna!!Ameen NABI E KAREEM Sallallahu aliahi wasallam ne irshaad farmaya:Jis ne “Subhanallaahil Azeem wa bihamdihi ” padha uske liye jannat me khajoor ka darkhat lagaya jata hai. (Jame Tirmizi,Hadith No:3464) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Beshak Musalman namaz padhta hai aur uske gunah uske sar par rakhe hue rehte hain pas […]

Iyyaka Na Budu Wa Iyyaka Nastaaeen

Ibadat ke Zariye Allah ki Madad!

Iyyaka Na Budu Wa Iyyaka Nastaaeen (Verse 05, Surah Fatihah) Agar aap kisi Mushkil mein Giriftar ho kar Allah Ta’ala ki fori Madad o Nusrat ke Talab gaar hon to Madad Mangne ki behtar surat ye hai ke Pehle koi Maali ya Badni Ibadat Sar Anjam de aur Phir Allah Ta’ala se Madad Mange, Kyun ke Khud Allah Subhanahu Wa Ta’ala ne Madad Mangne se Qabl Ibadat ka zikr Farmaya hai. Irshade Bari Ta’ala hai: إِيَّاكَ نَعْبُدُ وإِيَّاكَ نَسْتَعِينُ “Aye Allah Ham teri hi Ibadat karte hain aur Tujh hi se Madad mangte hain.” (Al-Quran, Surah Al-Fatihah:5)

Majlis e zikar me ALLAH TALA ka zikar

Majlis e zikar me ALLAH TALA ka zikar

لا حولا ولا قوة الا بالله Jannat ke khazanou me se ek khazana hai.(Sunan e Abu Dawood,hadith no:1526) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Zuhar ki 4 sunnaton ka sawaab aisa hi hai, Jaise Tahajjud ki 4 Rakaat ka, Zuhar ke waqt ALLAH ki tamaam maqlooq uski Hamd o Sana Bayaan karti hai.(Jame Tirmizi) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Jab log majlis e zikar me baith kar ALLAH TA’LA ka zikar karke uthte hain to unhe kaha jata hai: Khade hojaou! ALLAH ne tumhare gunah baqsh diye hain, Tumhare gunah nekiyou me badal diye gaye […]

Saying Alhamdulillah

The Power of Saying Alhamdulillah

Thank Allah Ta’ala for His gifts  Thanking Allah – اَلحَمْدُ لِله  Whenever you utilize the blessing of Allah (Subhanahu Wa Ta’ala), never forget the one who gave you that. When you view it as the blessing from Allah (Subhanahu Wa Ta’ala) there won’t be any negligence. The only method is that one should ponder over the gifts bestowed upon him/her, which in turn will generate love towards Allah (Subhanahu Wa Ta’ala) and one will start appreciating and respecting it. One will not only begin pronouncing Alhamdulillah by tongue but also will express his/her thanks through the other body parts and […]

Surah An-Nasr (Chapter 110)

Benefits and Rewards of Reciting Surah Nasr

Surah Al Nasr, surah No. (110), Para No. 30 : Anas (رضي الله عنه) reported that the Prophet Muhammad (صلى الله عليه وسلم )  said, ‘It is equivalent to a fourth of the Qur’an’ [at-Tirmidhi] Surha Al Nasr has many different advantages that you should take advantage of as we all have to turn to Allah when the situations get rough. So why not make a propensity for looking towards Allah constantly and make our wishes/desires come true through the recitation of His Holy Book Al Quran. Benefits of  Reciting Surah Al Nasr : (fazilat)  * Surah Nasr is best for fulfilling wish, […]

Dua mangne ka tarika

Hamesha Isi Ism ke saath Dua Maange

Allah pak ke is Naam say har dua qabool hoti hai, Allah pak ka aik aisa naam hai ke jis ko agar ham padh kar Allah pak se koi be dua mangte hain to Allah pak kabi be us dua ko raad nehin karte Allah pak ke is naam ko har waqat dua karte hoye manga chahiye is say hamara har hajat pori ho gi Ham jo be Allah pak se mangte hain Allah pak ke Hukam say wo sab Kuch Hamin mel kar rahe ga. Is Ism Azeem ke Saath Puri Kainaat maang le In sha Allah Wo Bhi mil […]

Todays Date
1st Ramadan