Friday-19-04-24


Zilhajj ke 10 din

Zilhajj ke shuru ke 10 din

Jo zilhajja ke shuru ke 10 din me kisi raat Ibadat kare goya wo Is saal Haj aur saal bhar Umra karne wale ke barabar ibadat karne wala qarar paayega, Aur jo shakhs in 10 dino me kisi din Roza rakhe to goya usne saal bhar ALLAH TA’LA ki Ibadat ki. (Al Ghunya lit Taalibi Tariqil Haqqi, vol:2,pg:25) Ashra Zilhajja (yane zilhajja ke shuru ke 10 dino me) ka har din sawaab me ek hazaar din ke barabar hai aur Arfa ka din 10 hazaar dino ke barabar shaan wo Fazilat rakhta hai.(Shubul Imaan, Hadith no:3607) NABI E KAREEM Sallallahu […]

Jo shakhs achi tarah wuzu kare

Buzrugane deen ki zindagi ko saamne rakh kar hi behtaren zindagi guzari jaasakti hai.(Hazrath Shamsuddin rahmatullah alaih) Ek dusre ke kaam aana sab se badi neki hai.(Hazrath Khawaja Abdul wahed bin zaid rahmatullah alaih) Apne nuqsan par hargis gham na karo kyun ke ALLAH TA’LA aapse us waqt tak kuch wapas nahi leta jab tak usse behtar aapko ataa na kare… HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Jo shakhs achi tarah wuzu kare to uske jism se, yaha tak ke nakhono ke niche se bhi gunah nikal jate hain. (Sahih Muslim,Hadith No:486) koi musalman kisi muslaman ko kamtar na jane […]

Baitullah shareef

Jo shakhs apne ghar se Baitullah shareef ke iraade se nikle

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Haj me Maal kharch karna Jihaad me kharch karne se 700 hisse sawaab me zyada hai.(Shubul Imaan,Hadith no:3829) Jo shakhs apne ghar se Baitullah shareef ke iraade se nikle aur wahan puhanchne se pehle use Mout aajaye, ALLAH TA’LA uske liye jannat wajib farmadeta hai.(Al Ghunya Lit Taalibi Tariqi lil Haqqi, vol:2) Hazrath Anas raziallahu taala anhu farmate hai:NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam hamare ghar ke kunwe me LU’AAB E DAHAN E MUBARAK daale, jab se Madine Tayyaba me us kunwe se zyada mitha paani kisi jagah na tha.(Al Khasais Ul […]

Todays Date
1st Ramadan