Thursday-25-04-24


Masjid Nabawi mein namaz adaa karna

Masjid Nabawi mein namaz adaa karna

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Jo shakhs zaad e rah aur aisi sawari ka malik ho jo use Baitullah shareef tak puhnchaye aur phir wo haj na kare to us par is baat ka farq nahi ke wo yahodi mare ya nasrani mare. (Jame Tirmizi, Hadith no:817) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Meri masjid me ek namaz adaa karna 50 hazaar namaz adaa karne ke barabar Ajar o Sawaab rakhta hai. (Sunan e Ibne Majah,hadith no:1478) Ashra Zilhajja ka har din sawaab me ek hazaar din ke barabar hai aur Arfa ka din 10 […]

Todays Date
1st Ramadan