Saturday-20-04-24


Kaunsa Haj Afzal hai?

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam se daryafat kiya gaya: Kaunsa Haj Afzal hai? Aap ne irshaad farmaya: Jisme baland Awaaz se Talbee kaha jaye aur qurbani ki jaye. (Jame Tirmizi,Hadith no:827) HUZOOR Sallallahu Alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Haj e Mabroor ka badla sirf Jannat hai. (Sahih Bukhari) Jis shakhs ne namaz qayem ki, zakaat adaa ki, Baitullah ka haj kiya, ramzan ke roze rakhe, aur mehmaan nawazi ki wo jannat me dakhil hoga… (Shubul Imaan,Hadith No:9593) ALLAH TA’LA ke hukum ke mutabiq Amal karna Taqwa hai. (Hazrath Ibne Haneef rahmatullah alaih) HUZOOR E AKRAM Sallallahu alaihi wasallam ne […]

Todays Date
1st Ramadan