Friday-29-03-24


Hazrath Syeda Fatima raziallahu taala anha ka Nikah

HUZOOR NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam Masjid me tashreef farma the ke Aap ne Hazrath Ali raziallahu taala anhu se farmaya: Ye Jibreel Ameen hain aur arz kar rahe hain ke ALLAH TA’LA ne Hazrath Syeda Fatima raziallahu taala anha se tumhara nikah kardiya hai aur tumhare nikah par 40 hazaar farishton ko gawah ke tour par nikah ki majlis me sharik kiya gaya, aur shajar haye tubi se farmaya: In par moti aur Yaqoot nichawar karo phir dilkash aankhon wali horen un motiyon aur yaquton se thaal bharne lagi, Jinhe (yane nikah ki taqreeb me shirkat karne wale) […]

Surah Yaseen and surah Ikhlaas ki fazilat

Surah Yaseen and surah Ikhlaas ki fazilat

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Jisne ALLAH TA’LA ki raza ke liye raat me Surah Yaseen padha uski maghfirat kardijati hai. (Sahih Ibne Hibban,Hadith no:2626) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne hazrath Abdullah bin khabeeb raziallahu ta’la anhu se farmaya: Tum rozana subah shaam 3 martaba surah ikhlaas aur surah falaq aur surah Naas padha karo, ye surten har nuqsaan dene wali cheez se tumhari hifazat ka zarya honge. (Jame Tirmizi,hadith no:3575)

Todays Date
1st Ramadan