Saturday-20-04-24


Neki ki taraf rehnumayi karne wala Neki karne wale ki tarah hai

Tumhari zindagi me jo kuch khair o bhalayi hai wo sab ALLAH TA’LA hi ne Ataa farmayi hai, To Hamesha uski Hamd bayaan karo taake wo tum par hamesha apni nemat’on ko nazil farmata rahe, aur Hamesha uska Shukr adaa karo taake wo apne Fazal ka majeed aur izaafa farmaye. Allama saadi rahmatullah alaih farmate hain: Tumhari NEki aur Husne suluk ka logon me sab se zyada Haqdaar Tumhari Aoulaad hai, Kyun ke ALLAH TAALA unko tumhare paas Aamanat rakha hai Hazrath umar e Farooq Raziallahu Taala Anhu Dua Farmate the: Aye ALLAH ! Mujh ko apni rah me shahadat […]

Todays Date
1st Ramadan