Tuesday-19-03-24


RASOOL ALLAH SALLALLAAHUALIHIWASALLAM se arz kiya gaya

RASOOL ALLAH SALLALLAAHUALIHIWASALLAM se arz kiya gaya:ya rasool allah sallallaahualaihiwasallam ! mushrikaoun ke khilaaf dua farmaye ,RASOOL E RAHMAT SALLALLAAHUALIHIWASALLAM NE farmaya: mujhe laanat karne waala banakar nahi bhaija gaya hai,haqiqat yahi hai ke mujhe ” RAHMAT ” banakar bhaijha gaya hai…. [sahih muslim: hadees no : 6778] Hazrath Farooq e Azam Raziallahu Anhu Farmate hain:HAZRATH RASOOLALLAH Sallallahu alaihi wa sallam ke pasina e Mubarak ki KHUSHBOO Mushk ki Khushboo hai, Mere Maa Baap Aap par Fida ho ! Main ne AAP Jaisa na AAPSE pehle dekha aur na AAPKE baad.. (Subul ul Huda,vol:2,pg:85) NABE E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam […]

Hazrath ABDULLAH BIN ATEEK Radiallahu taala anhu

Hazrath ABDULLAH BIN ATEEK Radiallahu taala anhu

Hazrath ABDULLAH BIN ATEEK Radiallahu taala anhu ke pair ki haddi toth gayi ,NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam Apna Dast e Mubarak phairte hi unko yu mehsoos hua ke kabhi dard hua hi na tha. (Sahih Bukhari,Hadith NO;4039) Hazrath ANAS Radiallahu Taala Anhu farmate hain ke NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne hamare ghar ke kunwe me luaab e Dahan e Mubarak dale to Madine Munawwara me kisi Kunwe ka paani usse zyada shereen nahi tha. (Subul ul Huda,vol:2,pg:31)

70 ANGELS RECORD REWARDS FOR 1000 Day

قال الله تعالى: إِنَّ اللہَ وَمَلَائِكَتَهُ يُصَلُّونَ عَلَى النَّبِيِّ يَا أَيُّهَا الَّذِينَ آمَنُوا صَلُّوا عَلَيْهِ وَسَلِّمُوا تَسْلِيماً Undoubtedly, Allah and His angels send blessings on the prophet the Communicator of unseen news, O you who believe! Send upon him blessings and salute him fully well in abundance. Surah Al Ahzab -33, Aayat 56 If recited once, a person will gain as much deeds (sawab) as if 1000 angles write deeds for 70 days or if 70 angles write deeds for 1000 days, still won’t be able to write them all. (Hazrath Abdul Wahab Sherani – MIZAN)      

AYE ALLAH ! Madine ko hamara Mahboob banade jaisa ke

AYE ALLAH ! Madine ko hamara Mahboob banade jaisa ke

Hazrath umar e Farooq Raziallahu Taala Anhu Dua Farmate the: Aye ALLAH ! Mujh ko apni rah me shahadat ataa farma aur Apne Habeeb Sallallahu alaihi wasallam ke shaher e Mubarak me Mout Naseeb farma. (Sahih Bukhari,Hadith No:1890) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne Dua farmayi : AYE ALLAH ! Madine ko hamara Mahboob banade jaisa ke to ne Makkah ko hamara mahboob shaher banaya hai balke madine ki mohabbat usse badh kar ataa farma.. (Sahih Bukhari,Hadith No:1889) NABI E KAREEM Sallallahu Alaihi Wasallam ne Irshaad farmaya: Aye Ayesha ! agar main chahu to sone (yane gold) ke pahaadh(mountain) […]

Hazrath Imaam Qastalani rahmatullah alaih farmate hain

Hazrath Anas Radiallahu anhu farmate hain:Main ne dekha:Hajjaam HUZOOR E AKRAM Sallallahu alaihi wasallam ke Sar e Mubarak ke baal kaat raha tha aur Aap sallallahu alaihiwasallam ke sahaba Aap Sallallahu alaihi wasallam ke Atraf ghoom rahe the aur unki koshish ye thi ke HUZOOR E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ka koi ek Mue Mubarak bhi zameen par girne na paaye balke unme se kisi na kisi ke haath me aajaye… (Sahih Muslim,Hadith No:2325) Hazrath Imaam Qastalani rahmatullah alaih farmate hain:Jab Juma ka din jisme Hazrath Syeduna Aadam Alaihissalaam ki taqleq hui ek aisi ghadi se khaas hua jisme jo […]

Masjid An Nabawi

Jo shakhs Meri is Masjid me is garz se aaye ke Neki karega

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Jo shakhs Meri is Masjid me is garz se aaye ke Neki karega, Neki sikhega ya sikhayega, to uska martaba itna baland hoga jitna ke Raah e Khuda me jihaad karne wale ka martaba hota hai. (Sunan e Ibne Majah) Neik kaam karne se insaan ke dil ko 2 martaba Rahat milti hai. 1) Jab wo neik kaam kiya jata hai 2) Jab uska Ajar milta hai. HUZOOR NABI E AKRAM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Main qayamat ke din bhi saari Aoulad e AAdam ka SARDAAR Rahonga ,aur main […]

Islam

Ambiya Ekram ka zikar karna Ibadat hai

Hazrath Anas raziallahu taala anhu farmate hain: Meri walida mujh ko HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ki qidmat e Aqdas me lakar hazir hui, aur arz kiya: YA RASOOLALLAH Sallallahu alaihi wasallam! Ye Anas mera beta hai, Main aapke paas isko Aapki qidmat ke liye laayi ho, Aap ALLAH TA’LA se iske liye Dua farmaye: Ambiya Ekram ka zikar karna Ibadat hai, aur Aouliya wo Salihen ka zikar karna gunahon ka kaffara hai. (Kanzul Ummal, hadith no:32247) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya: Aye ALLAH iske maal aur Aoulaad ko zyada farmade! Hazrath Anas raziallahu ta’la anhu bayan karte […]

Allah

Jis kisi ko ALLAH TA’LA se koi hajat ho

Hazrath Abu Mosa Asaari raziallahu taala anhu farmate hain:Jis kisi ko ALLAH TA’LA se koi hajat ho wo farz Namaz ke baad us se maange wo ataa farmayega(Kanzul ummal,vol:2,pg:109) HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:ALLAH apne us bande par bahut khush hota hai jo khane ka luqma khaye ya paani ghont piye to us par shukhar adaa kare.(Sahih Muslim) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:ALLAH TA’LA irshaad farmata hai: Jo log meri Azmat aur jalaal ki wajeh se Apas me Mohabbat rakhte hain, Qayamat ke din unke liye Aise Noor ke member honge jin par Ambiya […]

NABI E AKRAM Sallallahu alaihi wasallam se jab bhi koi cheez mangi gayi AAP ne ” NA ” nahi farmaya

NABI E AKRAM Sallallahu alaihi wasallam se jab bhi koi cheez mangi gayi AAP ne ” NA ” nahi farmaya.(Sahih Muslim,Hadith No:2311) Jisne Rasool e Kareem sallallahu alaihiwasallam ki Ita’at ki to yaqinan usne Allah ki Ita’at ki.(Surah Al Nisa:80) Hazrath Anas Radiallahu anhu Farmate hain:Main HUZOOR-E-AKRAM SALLALLAAHU ALAIHI WASALLAM Ki khidmat me 10 Saal raha Aur HUZOOR (sallallaahualaihiwasallam) Ne Mujhe Kabhi uf Tak Nahi Farmaya… (Jame Tirmizi,Hadees no:2147)

Trials means Allah is forgiving our sins

Trials means Allah is forgiving our sins

Abu Hurairah narrated that the Messenger of Allah Prophet  Mohammed  ﷺ  (peace be upon him) said: “Trials will not cease afflicting the believing man and the believing woman in their self, children, and wealth, until they meet Allah without having any sin.” (Jami` at-Tirmidhi, Book 36, Hadith 97) Trials means Allah is forgiving our sins, if only we truly understood…. Narrated Jubair b. Mu’tim: The Messenger of Allah  Prophet  Mohammed  ﷺ (peace be upon him) as saying: There is no alliance in Islam, and Islam strengthened the alliance made during pre-Islamic days. (Sunan Abi Dawud, Book 19, Hadith 41) The believers are only […]

Dua

Beshak Allah Taala Har sadi ki ibteda me

Sab Aamaal se Mahboob taren wo amal hai jiski bunyaad Ikhlaas par ho, isliye ke amal ikhlaas hi ki wajeh se faidamand hota hai. (Hazrath Habeeb Ajami rahmatullah alaih) Beshak Allah Taala Har sadi ki ibteda me (ek hasti ko) is ummat ke liye bhejhta hai jo uske liye uske deen ki tajdeed karte hai. (sunan e Abu Dauood,Hadees No:4293)   NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Mere parwardigaar ne Mujh se wada farmaya ke Meri Ummat ke 70 hazaar Afraad ko bagair Hisaab o Kitaab aur bagair Azaab ke Jannat me dakhil farmayega, Aur har Hazaar […]

Shariah rulings about babies

Miscellaneous Shariah rulings about babies

Seeing a baby as soon as it is born The baby can be seen before naming, but the baby should be named as soon as possible. Guidelines for naming children There is a Hadith in Zujaajatul Masabeeh on the authority of Sunan Abu Dawood: Translation: It is narrated on the authority of Hadhrat Abu Wahb (May Allah be well pleased with him) that the Holy Prophet (Sallallahu alaihi wa sallam) said: Keep names on the names of the Prophets and with Allah, ‘Abdullah and Abdul Rahmaan and “Harith” and “Hamaam” are those which come the most true and the worst […]

Hadith on Pride

The disease of pride

‘Truly, Allah likes not the proud.’ (16: 23) O patient of spiritual disease! If, in your heart, you consider yourself as good because of your knowledge, or your wealth or your lineage or your beauty and are under the impression that I am also something, then remember that this is a dangerous disease among the hidden diseases of your heart. The person afflicted by this disease does not think of his own sins, then how will he dispel them? The fear of Allah Most High is removed from the heart of such a person. This kind of person remains carefree […]

And do not kill your children for fear of poverty

And do not kill your children for fear of poverty. We provide for them and for you. Indeed, their killing is ever a great sin. (Surah Al-Isra, 17:31) Before the time of our Prophet Mohammed  ﷺ (peace be upon him) the Arabic culture was so that daughters were buried live at Birth. Can you imagine how horrific and heart-breaking that is? Our Prophet ﷺ changed all of that, and gave women so much honour and status. The way he loved Fatima (his daughter) is a true testament of this. And do not kill your children for fear of poverty. We provide for […]

Quran pak

Jisne Quraan padha aur apne rab ta’la ki tareef

Jisne Quraan padha aur apne rab ta’la ki tareef ki aur NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam par Durood padha aur apne rab se maghfirat talab ki to usne khair ko uski jagah se talash karliya. (Baihaqi shubul Imaan) Ummul Mominen Hazarth Ayesha Siddique R.A farmati hain ke: Ek Sahabi HUZOOR ﷺ, ki qidmat e aqdas me hazir hokar arz guzar hue: YA RASOOLALLAH ﷺ Aap Mujhe meri jaan, Ahlo Ayaal our Aoulaad se bhi zyada mahboob hain, Jab main apne ghar me hota ho to Aap ko hi yaad karta rehta ho our us waqt tak chain nahi aata […]

la ilaha ilallah

The first words you teach your children should be: La Ilaha Illallaah

Instruct your children in 3 things Islam has based faith on belief in oneness of Allah Most High and the Prophethood of the Holy Prophet (Sallallahu alaihi wa sallam). Non-Muslims have their beliefs and they follow them as they want to, but as Muslims, instruction in the basic tenets of faith is highly essential. Without this, deeds become worthless. There is a Hadith narrated on the authority of Hadhrat ‘Abdullah bin ‘Abbas (May Allah be well pleased with them) that the Holy Prophet (Sallallahu alaihi wa sallam) said: Translation: The first words you teach your children should be: La Ilaha […]

sabar

Sabar karna ALLAH TALA se RAZI hona hai

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Jab log majlis e zikar me baith kar ALLAH TA’LA ka zikar karke uthte hain to unhe kaha jata hai: Khade hojao! ALLAH ne tumhare gunah baqsh diye hain, Tumhare gunah nekiyon me badal diye gaye hain. (Shubul Imaan,Hadith no:695) Har cheez ka ek husn hota hai aur Neki ka husn ye hai ke wo jald ki jaye.(Hazrath Umar e Farooq raziallahu taala anhu) Har cheez ka ek husn hota hai aur Neki ka husn ye hai ke wo jald ki jaye.(Hazrath Umar e Farooq raziallahu taala anhu) NABI E KAREEM Sallallahu […]

The mercy of Allah Most High on those who recite Durood

Now, we know that the way there are 2 means to convey Durood, in the same way there are 2 means to convey our greetings (Salaam). One is Jibreel (May peace be upon him) and the other are the aforementioned angels. There are many Hadith, both rigorously authenticated and weakly authenticated in this regard. A few Hadith are being related here. Even though some Hadith experts have raised objections on these Hadith, but here we follow those Hadith experts who have considered them as reliable. Qustullani (May Allah shower His Mercy on him) has related a Hadith in Masaalik ul […]

concept of begging

Is begging allowed in Islam

It is not permissible for the person who has 1 day’s worth of food to resort to begging. As given in Fatawa A’alamgiri, Vol. 5, Pg. No. 349. Begging is not Halal for the person who is affluent and/or whose body parts are all intact. However, if someone is extremely poor or really in debt, then that person may beg to the extent of his/her need. There is a Hadith in Mishkaat Ul Masabeeh, Pg. No. 163: It has been narrated on the authority of Hadhrat Habshi Bin Janadah (May Allah Ta’ala be well pleased with him) that it is […]

Allah ki raza

Jab ALLAH TA’LA Razi hone lagta hai

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Jin logon ki zabanen Zikr e Ilaahi se hamesha tar rehti hai wo jannat me khush o khurram dakhil honge. (Musannaf ibne Abi shaiba,hadith no:34587) Jab ALLAH TA’LA Razi hone lagta hai to bande ko apne Aaibon ka pata chalna shuru hojata hai, aur yehi uski Rehmat ki pehli nishani hai…. Jo log gusse ko pijate hain aur dusron ke galtiyon ko maaf kardete hain aise log ALLAH TA’LA ko bahut PASAND hote hain… ALLAH TA’LA ka qurb wahi hasil karta hai jo maqlooq par shafaqqat karta hai.(Hazrath Sheik Abdul Qader jilaani […]

Neik logon ke saath rehne wala

Neik logon ke saath rehne wala

HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne HASSAN AUR HUSSAIN Raziallahu taala anhuma ke liye farmaya :Jisne inse Mohabbat ki usse Main ne Mohabbat ki , aur jis se Main Mohabbat karo usse ALLAH TAALA Mohabbat karta hai , aur jisko ALLAH TAALA Mahboob rakhta hai use Nematon wali Jannaton me Dakhil farmata hai.(Al Moujamul Kabeer , hadith no :2655) Koi shakhs aisa nahi hai ke Jisne buri cheez ko choda ho aur use Achi cheez na mili ho.(Hazrath Khawja Nizam Uddin Aowliya rahmatullah alaih) Neik logon ke saath rehne wala kabhi nakaam wo namuraad nahi hota hai.(Hazrath sheik Shahaab uddin seharwardi […]

Todays Date
1st Ramadan