Thursday-28-03-24


Namaz

Zuhar ki 4 sunnaton ka sawaab aisa hi hai, Jaise Tahajjud ki 4 Rakaat ka

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Zuhar ki 4 sunnaton ka sawaab aisa hi hai, Jaise Tahajjud ki 4 Rakaat ka, Zuhar ke waqt ALLAH ki tamaam maqlooq uski Hamd o Sana Bayaan karti hai.(Jame Tirmizi) Apne amal par naaz wo bharosa hargis na karo, ALLAH ka FAZAL amal par mouqof nahi hai.(Hazrath Abul Hasan Noori rahmatullah alaih) Apni lambi lambi umidou ko kam karo aur hirs ko kam karo, isliye ke tumhe anqareeb marna hai.(Hazrath Sheik Abdul Qader jilàni raziallahu taala anhu) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Jab log majlis e zikar me baith […]

Todays Date
1st Ramadan