Kis waqt ki dua jald qubool hoti hai?

Kis waqt ki dua jald qubool hoti hai?
  • NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ki qidmat e Aqdas me arz kiya gaya:
    Kis waqt ki dua jald qubool hoti hai?
    HUZOOR sallallahu alaihi wasallan ne irshaad farmaya:
    Raat ke aakhri hisse me ki gayi dua aur farz namaz ke baad ki jane wali dua jald qubool hoti hai.
    (Jame Tirmizi,hadith no:3499)
  • Jo shakhs apne kisi musalman bhai ko musibat me tasalli deta hai to ALLAH TAALA qayamat ke din use izzat ka libaas pehnayega.
    (Al Targheeb Wal Tarheeb,vol:4,pg:344)

Comments

comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Enter Captcha *

SIGN UP
to our Newsletter!
  • EID UL FITR Mubarak
  • Stay Tuned! Subscribe to our newsletter

We respect your privacy. Your information will not be shared with any third party and you can unsubscribe at any time