HomeHadithSabar ka Imaan me Wahi maqaam hai jo Sar ka Jism me hai Sabar ka Imaan me Wahi maqaam hai jo Sar ka Jism me hai November 2, 2016November 2, 2016Huma Jabri Jo Shakhs kisi Nemat par ALLAH TAALA ka Shukar adaa nahi karta to wo us Nemat ke zawaal ko dawat deraha hota hai. (Hazrath Haris rahmatullah alaih) Sabar ka Imaan me Wahi maqaam hai jo Sar ka Jism me hai.(Hazrath Ali raziallahu taala anhu) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Beshak ALLAH TAALA Musibat zada ki Madad karne ko pasand farmata hai.(Shubul Imaan,Hadith No:1664) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Meri SUNNAT ko us waqt Mazbooti se Thaame rakhne wale ke liye SHAHEED ke barabar sawaab hai.jabke Meri Ummat Fasaad me mubtala hogayi ho.(Al Moujamul Aousat,Hadith no:5414) Comments comments
Sunnah Hadith * Hazrath Abdullah bin umar raziallahu taala anhuma farmate hain: Ek din HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam Masjid me tashreef laaye,…
Mawlid an Nabi Mention of Mawlid an Nabi in the Holy Quran There is a verse of the Holy Quran: O People of…
Is Qawwali Allowed In Islam Or Not? Those who are far away from useless things, do not lean towards acts which do not give any benefit and…