Sunday-28-04-24


Ramzan ke mahine ki fazilat

Syedna Abuhuraira Radiyallahu Anhu bayan karte hain ke Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya “Jab Ramzan aata hai to aasman k darwaze khol diye jaate hai aur ek riwayat me hai jannat k darwaze khol diye jaate hai aur jahannum k darwaze band kardiye jaate hai aur sarkash shayateen ko jakadh diya jaata hai” {saheeh bukhari, hadis no. 1899 aur saheeh muslim, hadis no 1079}

Todays Date
1st Ramadan