Surah Araaf Ayat 23 – Baqshish Talab karne ki Dua
Rabbana Zalmna Anfusana – Wa Il-lam tagfr lana wa tarhamna la-na-ku-nanna-minal-Qasireen Tarjuma: Ai Hamare Rab humne(gunha-karke) apne aap par bohat Zulm kiya hai aur agar Tune hamein maaf na kiya aur hum par Raham na kiya toh hum zaroor Qasara paane walau main se hojayenge