- Aap apni Aoulaad ko 3 batou ki tarbiyat karo!
1) Apne NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ki Mohabbat,
2) Aapke Ahle Bait e Athaar ki Mohabbat,
3) aur Quraan e Majid ki Tilawat. - Tum JANNAT Me Dakhil Nahi HogeJab Tak Tum Emaan Na Lao Aur Tum Momin Nahi Ho Sakte Jab Tak Ke Tum Ek Dusre Se Muhabbat Na Karo. Kya Main Tumko Aisi Cheez Na Bataoun Jis Par Amal Karo Toh Ek Dusre Se Muhabbat Karne Lago? Apne Darmiyaan ” SALAM ” Aam Karo.
{Abu Dawood, Hadees: 51930}
- NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:
ALLAH TAALA aise shakhs ko apne Arsh ke saye me jagah ataa farmayega jisne Tanhayi me ALLAH ka aise zikar kiya ke uske Aankh se Aansu Jari hogaye.
(Sahih Bukhari, hadith no:1337)
- 4 chezen Rizq me Izafa karti hain:
1) Tahajjud ki namaz
2) kasrat se Istighfaar
3) kasrat se Sadqa karna
4) Kasrat se Zikar karna(Hazrath Imaam Shafai Rahmatullahi Taala Alaih)