Zil Hajja Mubarak – The month of pilgrims

HUZOOR NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:

Zilhajja ke Ibtedayi 10 dinou me ki jaane wali Ibadat ALLAH TAALA ki baargah me dusre dinou me ki jane wali ibadat se zyada Mahboob wo pasandida hai,
Isme ek din ka roza saal bhar ke rozou ke barabar ajar o sawaab rakhta hai,
Aur Iski ek raat ka qiyaam Shab e Qadar me Ibadat karne ke barabar Ajar o Sawaab rakhta hai.

(Jame Tirmizi,hadith no:763)

Comments

comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Enter Captcha *