Musibaton aur Taklifon ko bardash Karne

Musibaton aur Taklifon ko bardash Karne
    • Musibaton aur taklifon ko bardast karne par hi Taraqqi hasil hoti hai.(Hazrath Mujaddid e Alf e Saani rahmatullah alaih)

      Musibaton aur taklifon ko bardast karne par hi Taraqqi hasil hoti hai

    • NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Uhad wo pahadh hai jo humse mohabbat karta hai aur hum usse mohabbat karte hai.

      (Sahih Bukhari,Hadees No:4083)

    • NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Jab tak banda apne musalman bhai ki madad karta rehta hai ALLAH TAALA uski madad farmata hai.

      (Sahih Muslim,hadith no:2699)

  • Jo shakhs mere kisi wali se dushmani kare to mai uske khilaaf jang ka elaan karta ho.(Sahih Bukhari,Hadith no:6502)
  • HUZOOR NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam Jab Raat ko Tashreef laate to Fiza me KHUSHBOO ke phelne se AAP Sallallahu alaihi wasallam ki pehchan hoti..(Musannaf Ibne Abi Shaiba;hadith no:2632)
  • Neik logon ka zikar karne se gunah maaf hote hain.(Kanzul Ummal,Hadith no:12685)
  • Neik logon ke saath rehne wala nakaam wo namuraad nahi hota.(Hazrath Shahaab uddin seharwardi rahmatullahi alaih)
  • Ambiya Ekram ka zikar karna Ibadat hai, aur Aouliya wo Salihen ka zikar karna gunahon ka kaffara hai.(Kanzul Ummal, hadith no:32247)

Comments

comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Enter Captcha *