Juma ke Din Fazail Durood ki Fazilat

Juma ke Din Fazail Durood ki Fazilat

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:

Jo Mujh par Juma ki raat aur Juma ke din 100 martaba Durood Shareef padhega, ALLAH TAALA uski 100 Hajaten puri farmayega.

Juma ke Din Fazail Durood ki Fazilat
Juma ke Din Fazail Durood ki Fazilat

 

Ek martaba HUZOOR E AKRAM Sallallahu alaihi wasallam se arz kiya gaya:

wo jo AAP (Sallallahu alaihi wasallam) par nazdeek se Durood Bhaijhte hain , Dur se Durood Bhaijhte hai aur Baad me aane wale bhi bhaijenge ,

Kya ye sab Durood Aapko pesh kiye jate hain?

Ispar HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:

Main Ahle Mohabbat ka Durood Khud Sunta ho aur unhe pehcanta bhi ho.

(Dala’elul Khairaat,pg:49)

4bzsdo5.gif

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:

Jisne mujh par juma ke din 200 martaba Durood padha ,Uske 200 saal ke gunah maaf hunge.

(Jamiul Jawamee lis syuti,Hadith no:22353)

4bzsdo5.gif

Prophet Muhammad said, “Whoever revives my Sunnah then he has loved me. And whoever loved me, he shall be with me in Paradise.”

Juma ke Din Fazail Durood ki Fazilat
Juma ke Din Fazail Durood ki Fazilat

Hazrath Abu Huraira raziallahu taala anhu ne farmaya:

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne Mujh se irshaad farmaya:

Aye Abu Huraira! Logou ko Quraan sikhate raho aur sikhte raho,

Kyun ke isi haal me agar tumhe Mout aajaye to Farishte tumhari qabar ki is tarah ziyarat karinge jaise Kabatullah shareef ki ziyarat ki jati hai.

(Kanzul Ummal,hadith no:29377)

Related Links:
Durood
Durood Shareef with translationn in English

Comments

comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Enter Captcha *