Aashura ka roza sabeqa ek saal ke gunah mitadega

Youm e Aashura
  • NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:
    Tum log Aashura (yane 10 Muharram) ka roza rakho aur us se ek din pehle ya uske ek din baad roza rakho aur yahood ki mushabahat mat ikhtiyaar karo.
    (Zujajatul Masabeeh,vol:1,pg:572)
  • NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:
    Mujhe ALLAH TAALA se umeed hai ke Aashura ka roza sabeqa ek saal ke gunah mitadega.
    (Jame Tirmizi,vol:1,pg:158)

    “YOUM-E-ASHURA KI EHMIYAT KYA HAI”

    By Mufti Syed Ziauddin Naqshbandi Sahab

Comments

comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Enter Captcha *