ALI (raziallahu taala anhu) aur Quraan E Kareem

Quran
  • NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya :

    ALI (raziallahu taala anhu ) Quraan ke saath hain aur Quraan ALI (raziallahu taala anhu ) ke saath hai, wo dono hargis juda nahi hosakte yaha tak ke Houz e Kaousar par wo dono mere paas saath saath aayenge.

    (Mustadrak Alas Sahihen, hadith no: 4604)

  • Takleef wo musibat ke waqt jo momin sabar aur raza se kaam leta hai aur ALLAH TAALA ka shukar adaa karta hai, To ALLAH TAALA us se razi hojata hai aur use madad aur amal ki toufeq milti hai.

    (Hazrath Sheik Abdul Qader jilani raziallahu taala anhu)

  • NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:

    TUm me se behteren wo hai jo mere baad mere Ahle bait ke liye behteren hai.

    (Abu Yala)

  • Jisne 10 martaba Surah e Ikhlaas padha, ALLAH TAALA Jannat me uske liye ek mahel banata hai.

    (Musnad Imaam Ahmed)

  • ALLAH TAAL ke nazdeek behtaren naam ABDULLAH aur ABDUL RAHMAN hai.

    (Sahih Muslim)

Comments

comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Enter Captcha *