- NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Logo! Juma ke din tum mujh par kasrat se Durood o Salaam padha karo, kyun ke ye wo din hai jisme Farishte khususiyat ke saath hazir hua karte hain,Aur jo koi Mujh par Durood padhta hai to uska Durood Mujh par pesh hota hai yaha tak ke wo us se farigh hojaye,
Sahaba Ekraam raziallahu anhum ne Arz kiya:
Aap ke Wisaal e Mubarak ke baad bhi kya hum is tarah padhe?Aap Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya:
Beshak ALLAH TAALA ne Zameen par Haraam kardiya hai ke wo Ambiya Ekraam ke Jismaou ko khaye,ALLAH KE NABI ZINDA HAIN RIZQ PAATE HAIN.
(Sunan e Ibne Maajah,Hadith No:1637)
Durood-e-Ibrahimi ( Arabic Txt )
اللَّهُمَّ صَلِّ عَلَى مُحَمَّدٍ، وَعَلَى آلِ مُحَمَّدٍ، كَمَا صَلَّيْتَ عَلَى إِبْرَاهِيمَ وَعَلَى آلِ إِبْرَاهِيمَ، إِنَّكَ حَمِيدٌ مَجِيدٌ، اللَّهُمَّ بَارِكْ عَلَى مُحَمَّدٍ، وَعَلَى آلِ مُحَمَّدٍ، كَمَا بَارَكْتَ عَلَى إِبْرَاهِيمَ، وَعَلَى آلِ إِبْرَاهِيمَ، إِنَّكَ حَمِيدٌ مَجِيدٌ
Durood Ibrahim in Arabic Text / Arabic Script
اللَّهُمَّ صَلِّ عَلَى مُحَمَّدٍ وَعَلَى آلِ مُحَمَّدٍ
كَمَا صَلَّيْتَ عَلَى إِبْرَاهِيمَ وَعَلَى آلِ إِبْرَاهِيمَ
.إِنَّكَ حَمِيدٌ مَجِيدٌ
اللَّهُمَّ بَارِكْ عَلَى مُحَمَّدٍ، وَعَلَى آلِ مُحَمَّدٍ
كَمَا بَارَكْتَ عَلَى إِبْرَاهِيمَ وَعَلَى آلِ إِبْرَاهِيمَ
.إِنَّكَ حَمِيدٌ مَجِيدٌ