Hazrath Abu Sayeed Khudri Radhiyallahu Anhu riwayat karte hai ki Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne irshaad farmaya:
“Jo shaks ek din ALLAH TAA’LA ke raaste mein ROZA rakhe, Allah Taa’la us Ek din ke badle dozakh aur us shaks ke darmiyan sattar saal ka faasla kar denge!”
* Hazrath Umar Bin Abbas Radhiyallahu Anhu riwayat karte hai ki Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne irshaad farmaya: Jisne ek din Allah Taal’LA ke raaste mein roza rakha use jahannam ki aag 100 saal ki musafat ke badkar dur ho jayegi
Related Links:
Roza (Fasting)
Book of Fasting