ALLAH TAALA Sakhi hai, Sakhawat ko pasand farmata hai

  • NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasllam ek roz hamare darmiyan Qiyaam farma hue:

aur AAP Sallallahu alaihi wasallam ne Maqloqaat ki ibteda se lekar Jannatiyon ke Jannat me dakhil hone aur Dozaqiyon ke Dozaq me dakhil hojane tak hame sab kuch bata diya,

Jisne use yaad rakha, yaad rakha, aur jo use bhool gaya so bhool gaya.

(Sahih Bukhari,Hadith no:3020)

  • NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:

ALLAH TAALA Sakhi hai, Sakhawat ko pasand farmata hai, ache aqlaaq ko pasand farmata hai aur bure aqlaaq ko napasand karta hai.

(Kanzul Ummal,Hadith no:43500)

  • HUZOOR NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasllam ne irshaad farmaya:

ALLAH TAALA ne Mujhe hukum farmaya hai ke Main Fatima (raziallahu taala anha) ka Nikah Ali (raziallahu taala anhu) se kardo.

(Al Moujamul kabeer,Hadith no:10305)

Comments

comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Enter Captcha *