- Hazrath Anas raziallahu taala anhu farmate hain:
Meri walida mujh ko HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ki qidmat e Aqdas me lakar hazir hui, aur arz kiya:
YA RASOOLALLAH Sallallahu alaihi wasallam! Ye Anas mera beta hai, Main aapke paas isko Aapki qidmat ke liye laayi ho, Aap ALLAH TA’LA se iske liye Dua farmaye:
- Ambiya Ekram ka zikar karna Ibadat hai, aur Aouliya wo Salihen ka zikar karna gunahon ka kaffara hai.
(Kanzul Ummal, hadith no:32247)
- NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya:
Aye ALLAH iske maal aur Aoulaad ko zyada farmade!
Hazrath Anas raziallahu ta’la anhu bayan karte hain:
ALLAH ki Qasam! Mera maal bahut zyada hai, aur aaj meri aoulaad aur aoulaad ki Aoulaad 100 ke qareeb hai.
(Sahih Muslim,pg:298)