Aye Ali ! Tum mujh se ho aur Main Tum se ho

  • NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:

Meri ummat ke Rahem dil logon se apni muraden mango, aur unke qareeb raha karo, kyun ke meri rehmat unhi me hai, aur sang dil logon se muraden na mango, kyun ke wo meri narazgi ke muntazir hai.

(Kanzul Ummal, hadith no:16802)

  • HUZOOR E AKRAM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya :

    Aye Ali ! Tum mujh se ho aur Main Tum se ho.

    (Sahih Bukhari, hadith no:2699)

  • Tumhari niyyat ki azmaish us waqt hoti hai, jab tum aise insaan ki madad karo jis se tumhe koi cheez ki umeed na ho.

(Hazrath Ali raziallahu taala anhu)

Comments

comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Enter Captcha *