- HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne HASAN raziallahu taala anhu aur HUSAIN raziallahu taala anhu ki taraf dekh kar (baargah e Ilaahi me ) Arz kiya :
Aye ALLAH ! Main inse Mohabbat karta ho to bhi inse Mohabbat farma.
(Jame Tirmizi , hadith no :3782)
- NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasllam ne irshaad farmaya:
ALLAH TAALA ke paas apne bande ki sab se pasandida halat ye hai ke wo sajda rez hokar apne chehre ko khaak alood kar raha ho.
(Al Moujamul Aousat,Hadith no:6075)
- Neik kaam karne se insaan ke dil ko 2 martaba Rahat milti hai.
1) Jab wo neik kaam kiya jata hai
2) Jab uska Ajar milta hai. - NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasllam ne irshaad farmaya:
ALLAH TAALA ke paas apne bande ki sab se pasandida halat ye hai ke wo sajda rez hokar apne chehre ko khaak alood kar raha ho.
(Al Moujamul Aousat,Hadith no:6075)
- Jo banda sabar karta hai to ALLAH TAALA use Sabar ki toufeq ataa farmata hai aur sabar se behtar koi ataa nahi…
- Hamesha ache kamon me masroof rehna jinse logon ko faida hasil ho aur unke dukh dard dur ho, Buzrugi ki nishani hai.
(Hazrath Rabia Basri rahmatullah alaiha)
- NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:
Beshak ALLAH TAALA Musibat zada ki Madad karne ko pasand farmata hai.
(Shubul Imaan,Hadith No:1664)