Yeh bahot kimti HADEES hai sab ko batao, apne dil mein mat rakhna.
SAWAL:
Namaz mein 2 sajde kyon kiye jaate hai.?
JAWAB:
Jab ALLAH ne farishton ko hukum diya ki ADAM (A.S) ko sajda karo toh unhone sajda kiya, Lekin IBLEES ne nahi kiya toh usko MARDOOD qarar de kar Jannat se nikal diya. IBLEES ki yeh halat dekh kar FARISHTON ne
SAJDA-E-SHUKAR ada kiya aur kaha, “Aye ALLAH tera shukar hai ke tune
humein apna hukum baja laane aur apni ibadat karne ki taufeeq ata farmayi”.
Woh 2 SAJDE aaj tak NAMAZ mein ada kiye jaa rahe hai,
1) SAJDA-E-HUKUM
2) SAJDA-E-SHUKAR
Ek sahabi ne Huzoor-E-Pak (Sallallaho Alaihi
Wasallam) se pucha, “Humein kaise pata chalega ki hamari Namaaz qubool ho gayi”?
Aap (Sallaho Alaihi Wasallam) ne farmaya, “Jab tumhara dil agli Namaaz padhne ka kare toh samajhna ki tumhari Namaaz qubool ho gayi”..
SUBHANALLAH
Kuch log ayse msg ko forward nahi karte, toh ALLAH TA’ALA
farmate hai, “Agar tum apne logo ke saamne mujhe radh
karoge toh main tumhe apni nazar mein radh kar dunga”..
SO pls forward it.
Jab Shaitan mardud ne kaha ke, “Aye RABB, teri izzat ki kasam
main tere bando ko hamesha behkata
rahunga, jab tak unki roohen unke jismo mein rahengi”.
ALLAH rabulizzat ne irshad farmaya, “Mujhe kasam hai apni izzato jalal ki aur apne aala makam ki, jab tak woh mujhse astaghfar karte
rahenge, MAIN UNKO BAKHSHTA RAHUNGA”.
SUBHANALLAH
Hamare pyare NABI (Sallaho Alaihi Wasallam) ki kuch pyari aadate.
1) Chalte waqt nigaah niche rakhte.
2) Salam hamesha pehle karte.
3) Mehmaan nawazi khud karte.
4) Nafil namaz chup ke padhte.
5) FARZ ibadat sabke samne karte.
6) Bimar ki mizaaj pursi karte.
7) Jab khade hue ghussa aaye toh late
Jate.
8) Miswak karte.
9) Ishaa se pehle kabhi na sote.
10) Kabhi khulkar na haste, sirf muskurate.
ALLAH PAK yeh msg aage bhejne wale
Ki har jayaz tamanna puri kare.
Aameen.
Jab Huzoor (Sallaho Alaihi Wasallam) ke visaal ka waqt
qareeb aya toh aapne Hazrat Izrail (A.S) se pucha, “Kya meri ummat ko bhi mout ki itni takleef bardasht karni padhegi”.
Toh Farishte ne kaha, “JEE”.
Toh Aapki aankh mubarak se aansu jaari ho gaye. Toh Allah ne farmaya, “Aye MOHAMMAD (Sallahu Alaihi Wassallam) Aapki ummat agar har namaz ke foran baad AYATUL-KURSI
padhegi toh mout ke waqt uska ek paon
dunya mein hoga air ek jannat mein”.
MashaAllah
Plz send to everyone. Agar kisi ek ne bhi amal kar liya toh aapke liye SADQA-E-JARIYA ban jayenga.
Joh shakhs sote waqt 21 bar puri BISMILLAH padhta hai, ALLAH farishton se farmata hai ke iski har ‘Sans’ ke badle neki likho.
Aap ke mobile mein jitne number save hai un sabko forward karein aur dekhe aaj aapki wajah se kitne log ‘Bismillah’ padhte hai.
Ek Dafa HUZOOR PAK (Sallallahu Alaihi Wa Sallam) Mehfil me bethe the.AAP (Sallallahu Alaihi Wa Sallam) ne farmaya k jab aap k waldein ki Mout ho jaye to unko jab Dafnaya jaye to un ko Dafan kar k unki Qabar k qareeb baith kar ALLAH PAK ka zikar itni dair tak Karo jitni dair ek oont ko zibah kar k taqseem kia jata hai . Q k jab dafan kiyajata hai to maiyat is tarha preshan hoti hai jis tarah ek Admi Samander ki lehron main doob k mar raha hai.Jab zikar kia jata hai to maiyat preshan nahi hoti or maiyat bahut khush hoti hai k meri Aulad ne mera haq adaa kar dia hai.Plz is Pyari Bat Ko Itna Phelao K Koi . Bekhabr Na Rahe. ALLAH Pak apko iska ajar atta farmaye. Aameen —
Hadees : Jab tum apne bister par jao to Surah “FATEHA” aur Surah “IKHLAS” Ko padh liya karo to Maut k alawa har cheez se be-khauf ho jao… Wo din kareeb hai jab aasman pe sirf ek sitara hoga, Tauba ka darwaza band kar diya jayega, Quraan k HAROOF mit jayenge, Sooraj zameen k bilkul pas aa jayega..