1 : Allah Ka Sabse Pehla Arsh Kahan Tha..?
Ans : Pani Par
2 : Allah Ne Sabse Pehle Kis Cheez Ko Paida Kiya.?
Ans : Arsh, Pani, Kalam, Louhe Mahfooz.
3 : Duniya Me Sabse Pehla Ghar Kounsa Hai Aur Kisne Banaya..?
Ans : Khane Kaba..Jinhe Adam Alahisalam Ne Banaya..
4 : Adam AS Ko Allah Ne Kis Din Kis Waqt Aur Kis Cheez Se Paida Kiya..?
Ans : Juma Ka Din.. Asar Ka Waqt.. Mitti Se Paida Kiya…
5 : Madeena Ka Naam Yasrib Tha.. Madeena Kab Rakha Gya.?
Ans : Huzoor Sallalahu Alaihe Wasallam Ke Pohenchne Par Yasrib Se Madeenatun Nabi Rakha Gya..
6 : Muslmaan Ka Laqab Kisne Diya.?
Ans : Allah Ne..
7 : Salam Ki ibtada Kab Se Hui.?
Ans : Adam Alehesalam Se..
8 : Cheenk Aane Pe Alhamdulillah Padhne Ki ibtada Kab Se Hui.?
Ans : Adam Alehisalam Se..
9 : Duniya Me Sabse Lambi Umr Kiski Hai.?
Ans : Azazil (iblis)
10 : Qayamat Me Sabse Pehla Kapda Kisko Pehnaya Jayega.?
Ans : ibrahim Alehisalam Ko..
11: Quran Kitab Ki Shakal Me Kab Aaya..?
Ans : Abu Bakar Siddique RA Ke Zamane Me..Unhi Ki Hukum Par.
12 : Quran Ke Katib (Likhne Wale) Koun Hain.?
Ans : Zaid Bin Sabit RA.
13 : Haram, Halaal Ka Qanoon Kabse Shuru Hua.?
Ans : Nuh Alehisalam Ke Zamane Se.. isliye isey Shariyat E Nuh Kaha Jata Hai..
Deen Phailana Sadqa E Zariya Hai…….
.
.so plze socho mt frwd karo
Today’s Beautiful Hadith is about Dhikr