EID UL FITR KI SUNNAT

Sunnah of Eid

EID UL FITR ke din kuch khajoor khaakar namaz jana sunnat hai.
Nabi(saw) taaq adat me (1,3,5,7) khajoor khaate.
Afzal 3 khajoor khana hai.
(Bukhari)
Eid ke namaz ke liye paidal chalke jana/aana afzal hai.
Eid ke namaz ke liye jaate/aate waqt raasta badal ke jaye. yani ek raaste se jaaye aur doosre raaste se aaaye.
(Bukhari)

Eid milte waqt ki dua:
Taqaballahu Minna wa Minkum! (May Allah accept it from us and you)

Nabi(saw) ne 2 din roze rakne se mana kiya hai.
1. EID UL FITR
2. EID UL ADHA
Jis Ne Eid K Din 300 Martaba
“Subhan Allah Wa Bi Hamdihi ”
Parh Kar Uska Sawab inteqal Hojane Wale Sab Muslmano Ko ßakhsha To Her Qabr Main 1000 Noor Dakhil Honge Aur Jab Wo Parhne Wala Khud inteqal Hoga To Uski Qabr Main ßhi Allah Tala 1000 Noor Dakhil Karega
SußhanAllah
Koshish karo k ye sms Eid se pehle zyada se zyada Muslmano tak pahnch jae
Allah Apko Iska Ajar Ata Farmae
(Ameen suma ameen , allah huma ameen, ameen ya rabbul alameen)

eid ul fitr sunnah

Comments

comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Enter Captcha *