Hadees E Shareef

hadees shareef
  • NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:
    Quran ke Aalim aur us par amal karne wale aur Ratou ko zinda rakhne wale (yane ALLAH TAALA ki ibadat me Raten Guzaarne wale) Meri Ummat ke SARDAAR Hain. (Baihaqi,Hadith No:2703)
  • NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:
    Jis shakhs ne ALLAH TAALA ki Mohabbat ko apne nafs ki Mohabbat par tarjehdi (yane aage rakha), ALLAH TAALA use logou ki taklifou se mahfooz farmayega. (Kanzul Ummal,hadith no:43127)Hadees Shareef
  • NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya:
    Tum me se behtar log wo hain ke jab unhe dekha jaye to ALLAH TAALA yaad aajaye “(Sunan e Ibne Majah,hadith No:4119)
  • Aajizi, bandagi, aur beqarari ke siwa ALLAH ki baargah me koi cheez kaam nahi aati. (Moulana Rumi rahmatullah alaih)
  • Khoobsurti ki kami ko Aqlaaq pura karsakta hai,
    Magar, Aqlaaq ki kami ko khoobsurti pura nahi karsakti
  • Yaqinan ALLAH TAALA ne Imaan walou par bada Ehsaan farmaya ke unke darmiyan unhi me se ek azmath wale RASOOL ko bhaijha ,
    Jo un par uski Aayaten Tilawat farmate hain aur unhe paak karte hain, aur unhe kitaab wo hikmat ki taleem dete hain…
    (Surah Aale Imraan:164)Related Links:
    Hadees PAK Bukhari Sharif
    Golden Words of Hazrat ALI R.A Aqwal

Comments

comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Enter Captcha *