Hadith Nabi

Hadith Nabi

 Hadith : Hazrat Jabair R.A say riwayat hai ke Hazrat Rasool Allah sallallahu alehewasllam ne farmaya bukhar ku bura na kaho kyu ki bukhar se logo ke gunnah is tarha maf hojate hai jaise bhatti me lohe ka mail or kuchail saaf hojata hai.

Hadith : Hazrat nawas bin samaan R.A se riwayat hai Rasool Allah sallallahu alehewasllam ne farmaya acche akhlaq ek bahetreen neeki hai
Sahih Muslim.

Sunni Dawate Islami

AAYAT’AL-KURSI ki Fazeelat!
HAZRAT-E-ABU HURAIRAH(RADIALLAHU TA’ALA ANHU) farmate haiñ ke mujhe RASOOL’ALLAHﷺ ne farmaya:
“Jab tum apne Bistar par aao toh AAYAT’AL-KURSI parh liya karo

ﺑِﺴْـــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ

Rabbana Aatina Fid Dunya Hasanaton Wa Fil Aakheerati Hasanatocn Waqeena Aazaban Naar…. Waqeena Aazabul Qabr Waqeena Aazabul Hashr

Related Searches:
Hadees PAK Bukhari Sharif
Quran Shareef Aur Hadees Shareef

Comments

comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Enter Captcha *