- Jannat me ek naher hai jise rajab kehte hai uska paani doodh se zyada safaid aur shahed se zyada mitha hai jo shakhs Rajab ke mahine me ek roza rakhe ALLAH TAALA use us naher se paani pilayega.
(Al Ghunya Lit Talibi Tariqi Lil Haqqi,vol:1)
- Har cheez ka ek Raasta hai aur jannat ka raasta ILM hai.
(Kanzul-Ummal:28803)
- NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:
ALLAH TAALA Tumhari surton aur tumhare maal ko nahi dekhta balke tumhare dil aur tumhare aamaal ko dekhta hai.
(Sahih Muslim,Hadees No:6708)
- Jiske paas maqlooq ke liye safaqqat aur rahem na ho wo ALLAH walou ke martabe ko nahi puhanch sakta.
(Hazrath Ibrahim suqi rahmatullah alaih)
- Agar duniya me itni Aasani aur sahulat hoti to Jannat ke darwaou me se ek darwaza khaas sabar karne walon ke liye kyun hota tha?