Hazrath Saeb Bin Yazeed raziallahu taala anhu ne farmaya

Hazrath Saeb Bin Yazeed raziallahu taala anhu ne farmaya

Hazrath Saeb bin yazeed raziallahu taala anhu ne farmaya:

Main Masjid e Nabawi me Khada hua tha to ek Saheb ne meri taraf kankari phaink kar mutawajjeh kiya,

Main ne dekha ke Hazrath Umar bin khattab raziallahu taala anhu hain aapne ishara diya ke un 2 aadmiyou ko mere paas leaou!

To Main un dono ko lekar aapke paas phuncha, Hazrath Umar raziallahu taala anhu ne farmaya:

Tum kis Ilaqe ke bashinde ho?

un dono ne arz kiya: Hum Taef ke basinde hain,

Aap ne farmaya:

Agar tum is shaher ke rehne wale hote to main zaroor tumhe saza deta tum HUZOOR NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ki masjid me apni awaazen baland karte ho?
(Sahih Bukhari,vol:1,Kitaab us Salaat)

Comments

comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Enter Captcha *