Ibadat ke Zariye Allah ki Madad!

Iyyaka Na Budu Wa Iyyaka Nastaaeen

Iyyaka Na Budu Wa Iyyaka Nastaaeen (Verse 05, Surah Fatihah)

Agar aap kisi Mushkil mein Giriftar ho kar Allah Ta’ala ki fori Madad o Nusrat ke Talab gaar hon to Madad Mangne ki behtar surat ye hai ke Pehle koi Maali ya Badni Ibadat Sar Anjam de aur Phir Allah Ta’ala se Madad Mange, Kyun ke Khud Allah Subhanahu Wa Ta’ala ne Madad Mangne se Qabl Ibadat ka zikr Farmaya hai. Irshade Bari Ta’ala hai:

إِيَّاكَ نَعْبُدُ وإِيَّاكَ نَسْتَعِينُ

“Aye Allah Ham teri hi Ibadat karte hain aur Tujh hi se Madad mangte hain.” (Al-Quran, Surah Al-Fatihah:5)

iyyaka na'budu wa iyyaka nastaeen benefits

Comments

comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Enter Captcha *