Is Durood E Paak se sare Tensions Dur Hojayenge
Hamare Nabi ne farmaya agar koi mera ummati subha mein ek martaba is durood e paak ko padhle, raat ko sone pehle ek baar is durood ko padhle, Hamare Nabi Kareem Sallalahu Alaihi Wassalaam farmate hai Allah subhan Allah Tala uski saari fikaron (Worries) ku dur karte hai, sare gamon (Sadness) ko dur kardenge, sare tension ko dur kardenge
Please tell me the URDU translation of above darood shareef.
Ai Allah Durrod pahooncha Mohammed Sallallahu Alaih Wa Sallam per.
Ai Allah Salamati ke saath Durrod pahuncha.
Ae Allah jo mushkil aur musibat dil main hai jo duniya aur aqwerath main aanelwali hai ussse dor farma!
Even this durood should be recited in Arafaat on the night of 9th zil hajjah and have dua!
Hey very interesting blog!