Jab Hazrath Eisa Alaihissalaam ki wiladat hui to

Jab Hazrath Eisa Alaihissalaam ki wiladat hui to

Quraan e Kareem ne Hazrath EISA Alaihissalaam ki wiladat ka zikar kiya:

Jab Hazrath Eisa Alaihissalaam ki wiladat hui to Aapne farmaya:

” Aur ALLAH TAALA ne mujhe namaz ki wasi’at ki hai” ( Surah Maryam:31)

HAZRATH EISA Alaihissalaam jo ke roohullah hai Namaz ki Wasi’at ka zikr karte hue aaye hain aur Syed ul Ambiya Hazrath MOHAMMED MUSTAFA Sallallahu alaihi wasallam HABIB E KHUDA Hain jo Amali tour par Rukne Namaz ” SAJDA ” adaa karte hue Jalwagar hue….

(Subul ul Huda War Rashaad,vol:1,pg:343)

Comments

comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Enter Captcha *