Jannat Islam

jannat in islam

NABI E KAREEM ﷺ ne irshaad farmaya :

Mere parwardigaar ne Mujh se wada farmaya ke Meri Ummat ke 70 hazaar Afraad ko bagair Hisaab o Kitaab aur bagair Azaab ke Jannat me dakhil farmayega,

Aur har Hazaar ke saath 70 Hazaar logon ko JANNAT me dakhil farmayega aur QUDRAT ke paso’aou se 3 pasoo logon ko jannat me dakhil farmayega.

(Jame Tirmizi,Hadith No:2624)

Note : ALLAH TAALA ne apne Mahboob aur khaas bandon ke liye khuskhabri sunayi ke wo bagair hisaab o kitaab ke jannat me dakhil hunge aur unki nisbat se digar Imaan walon par iski barkat zaher hogi…

SUBHANALLAH !

Related Link:
Jannah
All about jannah

Comments

comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Enter Captcha *