Jis shakhs ne 27 rajab ka roza rakha uske liye 60 mahine roza rakhne ka sawaab hai

Rajab

  • NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:
    Jis shakhs ne 27 rajab ka roza rakha uske liye 60 mahine roza rakhne ka sawaab hai.
    (Al ghunyatut Talibi Tariqi lil haqqi,vol:1,pg:182)
  • NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:
    Mahe Rajab me ek raat aur ek din hai jisne us din roza rakha aur us raat me ibadat ki to usne goya 100 saal roza rakha aur 100 saal Ibadat kiya.
    (Fazail ul Auoqaat lil imaam baihaqi,vol:1,pg:13)
  • Jo koi 27 rajab ko roza rakhega aur iftaar ke waqt dua karega to uske 20 saal ke gunah maaf hojainge.
    (Ma Sabata Bissunnah, pg:71)

Comments

comments

2 thoughts on “Jis shakhs ne 27 rajab ka roza rakha uske liye 60 mahine roza rakhne ka sawaab hai

    1. Assalaam Alaikum,

      App Niyat Karein, jaise aap Ramzan ke roze ki Niyat karte hai, Ramzan ke Roze Farz hai aur Rajab ka Roza Nafil hai.
      Niyat main Nafil Roze Ki Niyat karein.

      JazakAllah

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Enter Captcha *