Kalima la ilaha illallah

kalima la ilaha illallah

 

Kalima la ilaha illallah
Kalima la ilaha illallah

 

Hazrath Abu Bakar Radhiyallahu Anhu :

Hazrath Abu Bakar Radhiyallahu Anhu se rewayat hai ki Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne irshaad farmaya:
Jo shaks is kalima ko qubul kar le jis ko mai ne  apne chacha Abu Talib par (Unke Intqal ke waqt) pesh kiya  tha aur unho ne use radh kar diya tha, Wo kailma us shaks ke liye najaat (ka zriya) hai.

Hazrath Jabir Bin Abdullah Radhiyallahu Anhu :

Hazrath Jabir Bin Abdullah Radhiyallahu Anhu farmate hai ki mai ne  Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ko yeh irshad farmate hue suna :
“Tamam azkaar mein sab se afzal zikr “La Ila ha illallah” hai aur tamam duaon mein sabse afzal dua “Al ham dulillah” hai.”

Related Link: 
The 6 Kalimas
Kalima Tayyiba

Comments

comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Enter Captcha *