Lutf na marne main hai baaqi na Maaza Jeene main

lutf na marne main hai baaqi na Maaza Jeene main
Kuch maaza hai toh yahin khoone jigar peene main

Kitne beetab hai johar mere Aai-ne main
kis qadar jalwe tadapte hain mere seene main

Is gulistaan mein magar dekhne wale hi nahi
Daag jo seene main rakte hai woh lavaze hi nahi

nagme betaab hai taroo se? nikarne ki liye
toor muztar hai usi aag mien jalne ke liye

Jab liya Naam-e-Nabi Dua se pehle
Hogai meri khata maaf dua se pehle

Maine pather se jinko banaya sanam
woh khuda hogai dekhte dekhte

Woh pata poochte the kisi ka kabhi
lapata hogai dekte dekte

Comments

comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Enter Captcha *