MAHE SAFAR KA MAHINA

MAHE SAFAR KA MAHINA

Bina ALLAH kay hukm kay kisi ki bemari kisi dosray ko nahi lagti, na boray shagun lena durust hay aur na mah-e-safar manhos hay*.
RASOOL ALLAH (sallallaho aliehe wa’aliehe wasallam)
(Bukhari, H:5707)

RASULALLAH (Sal’lal’lahu Alaihe Wasallam) ne irshaad farmaya :
Jisne Humare Deen main aisi baat ka izaafa kiya jo isme nahin to uski baat nakabil-e-kubool hai. {Sunan Ibn Majah, Vol-1, Hadees 14}

MAHE SAFAR KA MAHINA
MAHE SAFAR KA MAHINA

 

Mah-e-safar ko manhoos maan na isko bura samajna ghalat hai, Din raat mahine Sab Allah ne banaye hai,is ko bura ya manhoos kehna ka haq hum ko nahi hai,kuch log safar k mahine me shaadi nahi karte,accha kam nahi karte,business karobar start nahi karte aur tera tezi bolkar safar ki 13th ki raat me (ANDE, EGG) (Tel, OIL) (DAL, PULSES) apne sar k pass rakhkar sote hai aur ye samajte hai ki balaye pareshaniya is EGG,OIL,aur dal par utrenge…

Nauzbillah ye ghalat hai biddath hai (ﺍﻟﻠﻪ) hum sab ko aise cheezo se bachne ki taufeeq ata farmaye AMEEN

Related Search :
Safar

Comments

comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Enter Captcha *