Masjid Nabawi mein namaz adaa karna

Masjid Nabawi mein namaz adaa karna
    • NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Jo shakhs zaad e rah aur aisi sawari ka malik ho jo use Baitullah shareef tak puhnchaye aur phir wo haj na kare to us par is baat ka farq nahi ke wo yahodi mare ya nasrani mare.
      (Jame Tirmizi, Hadith no:817)
  • NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Meri masjid me ek namaz adaa karna 50 hazaar namaz adaa karne ke barabar Ajar o Sawaab rakhta hai.

    (Sunan e Ibne Majah,hadith no:1478)

  • Ashra Zilhajja ka har din sawaab me ek hazaar din ke barabar hai aur Arfa ka din 10 hazaar dinou ke barabar shaan wo Fazilat rakhta hai.(Shubul Imaan, Hadith no:3607)
  • Musibaton ke zarye ALLAH TA’LA ki taraf se Bandon ka imtehaan bhi hota hai, jin par wo isteqamat aur Sabar se bande kamiyabi hasil karte hain to unhe Inaam aur Imaan ki Pukhtagi naseeb hoti hai.
    (Hazrath Muhaddise Deccan Syed Abdullah shah Naqshbandi wo qadri rahmatullah alaih)
  • Jis Dil me ALLAH ka zikr jaari rehta hai wo dil hamesha zinda rehta hai.(Hazrath Baba Farid gunj e shakar rahmatullah alaih)
  • Dua mangte raho kyun ke mumkin aur namumkin to hamari sonch hai ALLAH TA’LA ke liye kuch bhi namumkin Nahi.

Comments

comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Enter Captcha *