Momineen ki misaal ek dusre par Rahem karne

mercy
  • Beshak ALLAH TA’LA Touba karne walon aur paak o saaf rehne walon ko Dost rakhta hai.(Surah Al Baqarah;222)
  • Jis buzrugh ko jo bhi NEMAT mili hai wo TAHAJJUD hi se mili hai, Isliye Namaz e TAHAJJUD ki badi FAZILAT hai.(Hazrath Muhaddise Deccan Abdullah Shah Naqshbandi Rahmatullah Alaih)
  • Hazrath Zaree Raziallahu Taala Anhu jo ke vafde abdul Qais me shamil the farmate hai :Jab Hum Madina Munawwara hazir hue to Tezi se apni sawariyou se utar kar RASOOLALLAH  (صلى الله عليه وسلم ) ke DAST AQDAS AUR QADM E MUBARAK KO CHUMNE LAGE…

    (Sunan e Abu Dawood, hadith no:5225)

  • NABI E KAREEM  (صلى الله عليه وسلم ) ne irshaad farmaya :Momineen ki misaal ek dusre par Rahem karne , Dosti rakhne aur Shafaqqat ka muzahera karne me ek jism ki tarah hai,

    chunache jab jism ke kisi hisse ko takleef puhanchti hai to sara jism be khabi aur bukhaar me uska shareek hota hai.

    (Sahih Bukhari,hadith no:5665)

     

Comments

comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Enter Captcha *