Namaz 1400 Salon se Intezar mein hai – Allama Iqbal

Muhammad Iqbal
  • Namaz 1400 Salon se Intezar mein hai
    Ki Mujhe “HUSSAIN” Ki Tarha adaa kare Koi
  • Weeran Masjid ke minaar..
    sisakte wuzu khane,
    Dam Todt Takbeerien
    Allah say puch rahi hain,
    Imaan Khatam hogya ya MusalmanRelated image

  • Khaak Mujh mai kamal Rakha hai
    Aye Khuda tune Sambhal rakha hai
    Mere AIBON pe daal kar parda,
    Mujhe ACHHON main Daal Rakha hai,
    Murshidon ke DAMAN se kar ke WABASTA,
    Har MUSIBAT ko Taal Rakha Hai,
    Main to kab ka MIT Gaya Hota,
    KHUDAYA Teri REHMATON Ne Paal Rakha Hai
    Image result for glittering rose dividers
  • Tumhari Niyat ki pemaish us waqt hoti hai jab tum kisi aise shakhs ke sath bhalaai karo jo tum ko kuch bhi nahi de sakta
  • Amal se zindagī bantī hai jannat bhī jahannam bhī
    ye ḳhākī apnī fitrat meñ na nuurī hai na naarī haiRelated image
  • Khudī ko kar buland itnā ki har taqdīr se pahle
    Khudā bande se ḳhud pūchhe batā terī razā kyā hai

     Best of Allama IQBAL

  • Muhammad Iqbal
    Allama Iqbal

     

Comments

comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Enter Captcha *