Namaz deen ka Rukun hai

Namaz
  • NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:

    Beshak momin ka sadqa mehsar ke din uske liye saya e rahmat hoga.

    (Musnad e Imaam e Ahmed;hadith no:18530)

  • NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:

    Jo shakhs apne kisi musalman bhai ko musibat me tasalli deta hai ALLAH TA’LA Qayamat ke din use Izzat ka libaas pehnayega.

    (Al Targheeb Wat Tarheeb,vol:4,pg:344)

  • Neik logou ke saath rehne wala nakaam wo namuraad nahi hota.

    (Hazrath Shahaab uddin seharwardi rahmatullahi alaih)

  • Namaz deen ka Rukun hai aur Rukun Sutoon hota hai, pas Sutoon Qayem hogaya to rukun bhi qayem hogaya.

    (Hazrath Khaja Gareeb Nawaaz rahmatullah alaih)

  • HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne HASAN AUR HUSAIN Raziallahu taala anhuma ke liye farmaya :

    Jisne inse Mohabbat ki usse Main ne Mohabbat ki , aur jis se Main Mohabbat karo usse ALLAH TAALA Mohabbat karta hai,

    aur jisko ALLAH TAALA Mahboob rakhta hai use Nematou wali Jannatou me Dakhil farmata hai.

    (Al Moujamul Kabeer , hadith no :2655)

     

Comments

comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Enter Captcha *