- Jo Shakhs Namaz E Fajar Bajamat Adaa kare phir (Apni jagah par ) baith kar ALLAH TAALA ka zikr karta rahe yaha tak ke Suraj Tulu hojaye, phir 2 Rakat Namaz padhe to uske liye ek Mukammal Haj wo Umre ka sawaab hoga.
(Jame Tirmizi,hadith no:586) - Agar Log Jaan Le Ke Isha Aur Fajr Ki NAMAZ Ki Kitni Fazilat Hai
To Wo Zarur Usme Sharik Ho Agarche Unhe Ghasit-Ghasit Kar Aana Pade
(Bukhari) - Insha aur Fajr ki namaz ki Fazilat..{ The importance of Insha and Fajr Salaat}
Abu Hurairah Radi-Allahu-Anh u se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallhu-Alaih i-Wasallam ne farmaya, ” Agar logon ko malum ho jaye ki adhan kahney aur namaz pahli saf mein parhney se kitna sawab milta hai to unkey liye Qurra dalney ke siwa aur koi chara baqi nahi rahta
aur us par wo qurra andazi hi kartey aur agar logon ko malum ho jaye ki namaz ke liye jaldi aaney mein kitnasawab hai to uskey liye ek dusrey se aagey barhney ki koshish kartey ,
aur agar logon ko malum ho jaye ki Isha aur Fajar ki namaz ka kitna sawab hai to ghaseet-tey huye ( by crawling) aana parhta to bhi aatey.”
Sahih Bukhari, Vol 1, 615 - “JO SHAKHS 5 WAQT PAABANDI KE SAATH NAMAZ ADA KARTA HAI
QAYAMAT KE DIN USKI NAMAZ
USKI MUHAAFIZ AUR
NIGEHBAAN HOGI”
(SarkaR KHWAJA GARIB NAWAZ) - AQA E DO JAHAN HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:
Khane aur pine par shukar adaa karne wale ka darja roza rakh kar sabar karne wale ki tarah hai.
(Sahih Bukhari,Hadith no:1427)
Related Links:
Fajr prayer