“Namaz Ka Ek Chota sa paigam”
Mujhe chor kar konsi jeet ke Muntazir ho
Qayamat ke din tumhari har jeet ka faisla muhj se hai..
MAUT KI GAADI ME JAB SONA HOGA,
NA KOI TAKYA NA KOI BICHANA HOGA,
HUM HONGE BUS HUMARI TANHAI HOGI,
AUR QABRASTAO KA EK CHOTA SA KONA HOGA
“AGAR QABAR MAIN SAATH KI ZAROORAT HAI TOH DUNIYA…
MAIN “NAMAZ” SE DOSTI KARO………..
IMA’AN WALO NAMAZ QAAYIM KARO…
Ita’at ki bunyaad 3 chezou par hai:
1) Khaouf
2) Umeed
3) Mohabbat
Aur Gunah ki bunyaad bhi 3 chezou par hai:
1) Ghuroor
2) Laalch
3) Hasad
(Hazrath Hatim Al Asam rahmatullah alaih)
Aur jo log Imaan laaye aur (unho ne) Neik Amal kiye to wahi log Jannati hain, aur wo usme hamesha rehne wale hain.
Related Searches:
Namaz-e-tawbah