Namaz ki Pabandi

about namaz
  • NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:
    Jo shakhs 5 Namazon ki is tarah pabandi kare ke wuzu aur waqt ka ehtemaam kare,
    Ruku aur sajda achi tarah adaa kare,
    aur is tarah namaz padhne ko apne zimme ALLAH TAALA ka haq samjhe,To us shakhs par jahannum ki aagh haram kardi jayegi.

(Musnad Imaam Ahmed,Hadith no:17882)

about namaz

  • Jo shakhs Raat ko wuzu karke soye to ek farishta uske saath hota hai aur jab bhi wo shakhs bedaar hota hai to wo farishta dua karta hai:

    Aye ALLAH apne flan bande ko baqshde.
    (Sahih Ibne Hibban,vol,3,pg:328)

    Related Link:
    Namaz-e-tawbah
    How to Perform Sunni Namaz

Comments

comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Enter Captcha *