*Namaz* me jo aap padhte ho us ka *tarjuma* kya hai
samjh lo samjh k padhoge to aap ko *namaz* padhne
me pata chalega aap kya padh rahe ho
………………………….
*SANA:-*
Subhanaka Allahumma Wa Bihamdika Wa
tabarakasmuka Wat’ala Jadduka Walaa ilaha
Gairuka.
*TARJUMA:-*
Aye Allah ! Mein Teri Paaki Bayan karta hu aur
Teri Taarif Karta hu aur Tera Naam Barkatwala
Hain, Buland Hain Teri Shan, aur Nahi Hain
Tere Siva Koyi.
*RUKU ME:-*
Subhana Rabbiyal Azim
*TARJUMA:-*
Paak he mera Rab Azmat wala.
*RUKU SE UTHTE WAQT:-*
SamiAllahu Liman Hamida.
Rabbana Lakal Hamd.
*TARJUMA:-*
Allah ne uski sunn li jisne uski taarif ki.
Aye hamare Rab, tere hi liye tamam taarife he.
*SAJDE ME:-*
Subhana Rabbiyal A’ala.
*TARJUMA:-*
Paak he mera Rab Badi Shan wala.
Iss tarjume ko aage bheje taaki na jaanne
wale ko b Tarjuma Pata chal jaye.
HUZOOR (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya :
Mujhe Bachho ki 5 aadate pasand hai…
1: Wo Ro kar mangte hai Aor apni baat manwa lete hain.
2: Wo mitti se khelte hai, (yani guroor ko khaak me milate hain).
3:Jhaghadte hai phir sulaah kar lete hain, (yani Dil me hasad bughaz Aor keena nahi rakhte).
4:Jo mil jul kar khate hai aor khilate hain, (zyada jama karne ki hirs nahi karte).
5:Mitti se ghar banate hai aor khel kar gira dete hain, (yani ye batate hain ke ye dunya Fani hai).
( Bukhari Sharif )
Is Liye Apne RABB ke Samne “RONA” Seekho.
Aur Apne “RABB” Ko Mana Lo, Beshaq ALLAH TAALA 70 Maao se zaada pyar karta hai
“jo shakhs sote waqt 21 bar puri BISMILLAH” padhta hai,
ALLAH farishton se farmata hai ke iski har ‘Sans’ ke badle neki likho.
Aap ke mobile me jitne num. save hain un sab ko frwd krein aur dekhe aaj Aapki wajah se kitne log ‘Bismillah’ padhte hain….
“Plz kisi 1 ko to zarur fwd krein”..
Duay Qunoot